FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from KHILADI 420

Read available KHILADI 420 lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Batiyan Buja Do

Singer: SONU NIGAM, KAVITHA KRISHNAMURTHY

Lyrics of Batiyan Buja Do

Batiyan Buja Do Kuch Baat Aisi Ha Batiyan Buja Do Kuch Baat Aisi Hai Ujale Mein Na Hogi Ujale Mein Na Hogi Mulaakaat Aisi Hai Batiyan Buja Do Kuch Baat Aisi Hai Ujale Mein Na Hogi Ujale Mein Na Hogi Batiyan Buja Do Kuch Baat Aisi Hai Mushkil Se Hum Mile Hain Chaahat Ke Silsile Hain Aao Jaanejaa Tume Hum Pyaar De Poocho Na Hum Kahan Hain Baahon Ke Darmiyaan Hain Behke Behke Se Deewane Yaar Hain Hume Paagal Kardegi Hume Paagal Kardegi Yeh Raat Aisi Hai Batiyan Buja Do Kuch Baat Aisi Hai Ujale Mein Na Hogi Ujale Mein Na Hogi Batiyan Buja Do Kuch Baat Aisi Hai Tum Zara Jo Has De Sama Badal Gaye Hosh To Gaya Magar Hum Sambhal Gaye Dekh Ke Tume Sanam Hum Machal Gaye Rooh Se Utha Dhuaan Tan Pigal Gaye Hum Ko Jalati Hai Hum Ko Jalati Hai Barsaat Aisi Hai Batiyan Buja Do Kuch Baat Aisi Hai Ujale Mein Na Hogi Ujale Mein Na Hogi

Dheere dheere dheere

Singer: UDIT NARAYAN AND MAHALAXMI

Lyrics of Dheere dheere dheere

--MALE- Dheere dheere dheere mujhko sanam mujhse churaale --FEMALE-- Chori chori dil jaani mujhe garwa lagaa le --MALE-- Dheere dheere dheere mujhko sanam mujhse churaale --FEMALE-- Chori chori dil jaani mujhe garwa lagaa le Ab ek pal bhi naa doori sehi jaaye --MALE-- Teri yahi baat mera jiya tadpaaye Dheere dheere dheere mujhko sanam mujhse churaale --FEMALE-- Chori chori dil jaani mujhe garwa lagaa le Ab ek pal bhi naa doori sehi jaaye --MALE-- Teri yahi baat mera jiya tadpaaye --FEMALE-- Dheere dheere dheere mujhko sanam mujhse churaale --MALE-- Chori chori dil jaani mujhe garwa lagaa le --FEMALE-- Khan khan khan khanke choodi nain lajaaye --MALE-- Chhan chhan chhan chhanke paayal paas bulaaye --FEMALE-- Oh oh oh, khan khan khan khanke choodi nain lajaaye --MALE-- Chhan chhan chhan chhanke paayal paas bulaaye --FEMALE-- Kasam tujhe dekh naa muhje aise pyaar se --MALE-- Jaane adaa sharam naa kar apne yaar se Dheere dheere dheere mujhko sanam mujhse churaale --FEMALE-- Chori chori dil jaani mujhe garwa lagaa le Ab ek pal bhi naa doori sehi jaaye --MALE-- Teri yahi baat mera jiya tadpaaye Dheere dheere dheere mujhko sanam mujhse churaale --FEMALE-- Chori chori dil jaani mujhe garwa lagaa le --MALE-- Kuch kuch kuch hone laga dil mein hamaare --FEMALE-- Jawan jawan ruth chhede hamein, karke ishaare --MALE-- Ho, kuch kuch kuch hone laga dil mein hamaare --FEMALE-- Jawan jawan ruth chhede hamein, karke ishaare Aaye naa mujhe neend zara, jaagoon raat bhar --MALE-- Teri meri jo naa hui, ab voh baat kar Dheere dheere dheere mujhko sanam mujhse churaale --FEMALE-- Chori chori dil jaani mujhe garwa lagaa le --MALE-- Dheere dheere dheere mujhko sanam mujhse churaale --FEMALE-- Chori chori dil jaani mujhe garwa lagaa le Ab ek pal bhi naa doori sehi jaaye --MALE-- Teri yahi baat mera jiya tadpaaye --FEMALE-- Dheere dheere dheere mujhko sanam --MALE-- Mujhse churaale --FEMALE-- Chori chori dil jaani mujhe --MALE--

Kaisa Yeh Pyaar Hai

Singer: KAVITA KRISHNAMURTHY AND KUMAR SANU

Lyrics of Kaisa Yeh Pyaar Hai

--MALE- (Jab kisi ko kisi se mohabbat hoti hai Yeh naa poochho sanam kaisi haalat hoti hai) - 2 Naa subhaa ka pataa, naa khabar shyaam ki Kya kisi se kahe, jaane jaan Kaisa yeh pyaar hai, yeh kaisa pyaar hai --FEMALE-- Jab kisi ko kisi se mohabbat hoti hai Yeh naa poochho sanam kaisi haalat hoti hai Naa subhaa ka pataa, naa khabar shyaam ki Kya kisi se kahe, jaane jaan Kaisa yeh pyaar hai, yeh kaisa pyaar hai Jisne kiya hai, usko pataa Kaisa nashaa hai is dard ka --MALE-- Naa rok raahe, jaane vafaa Karne de mujhko tu yeh khataa Ab to mitaa faslaa --FEMALE-- Har ghadi bekhudi, har ghadi bebasi Kyoon sataane lagi dooriyan Kaisa yeh pyaar hai, yeh kaisa pyaar hai --MALE-- Jab kisi ko kisi se mohabbat hoti hai Yeh naa poochho sanam kaisi haalat hoti hai Chehraa yeh mere sanam Meri nazar mein chhane lagaa --FEMALE-- Kaise sambhaaloon isko bhalaa Seene se yeh dil jaane lagaa Chalta nahin bas mera --MALE-- Naa tujhe chain hai, naa mujhe hosh hai Dhadkanein ban gayi hai zubaan Kaisa yeh pyaar hai, yeh kaisa pyaar hai --FEMALE-- Jab kisi ko kisi se mohabbat hoti hai --MALE-- Yeh naa poochho sanam kaisi haalat hoti hai --BOTH-- Naa subhaa ka pataa, naa khabar shyaam ki --MALE-- Kya kisi se kahe, jaane jaan Kaisa yeh pyaar hai --FEMALE-- Oh, hey --MALE-- Yeh kaisa pyaar hai --BOTH-- Kaisa yeh pyaar hai, yeh kaisa pyaar hai

Mere Biwi Ja Jawaab Nahin

Singer: SONU NIGAM

Lyrics of Mere Biwi Ja Jawaab Nahin

Mere Biwi Ja Jawaab Nahi Sidi Saadhi Surat Iski Kitni Bholi Shahad Se Bhi Zyaada Meethi Hai Iski Boli Sidi Saadhi Surat Iski Kitni Bholi Shahad Se Bhi Zyaada Meethi Hai Iski Boli Iska Mukhda Chaand Ka Tukda Iska Mukhda Chaand Ka Tukda Yaar Mere Aisa Koi Hoga Na Kahin Mere Biwi Ja Jawaab Nahin Mere Biwi Ja Jawaab Nahin Mere Biwi Ja Jawaab Nahin [ Mere Biwi Ja Jawaab Nahin Songs Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ] Joothi Hai Yeh To Joothi Mujhse Takraar Karti Upar Se Gussa Lekin Andar Se Pyaar Karti Joothi Hai Yeh To Joothi Mujhse Takraar Karti Upar Se Gussa Lekin Andar Se Pyaar Karti Lagti Hai Gusse Mein Ye Aur Bhi Haseen Mere Biwi Ja Jawaab Nahin Mere Biwi Ja Jawaab Nahin Mere Biwi Ja Jawaab Nahin Ye To Balkhaye Dekho Sawaan Ke Julo Jaisi Iske Tan Ki Khushboo Hai Gulshan Ke Phoolon Jaisi Ye To Balkhaye Dekho Sawaan Ke Julo Jaisi Iske Tan Ki Khushboo Hai Gulshan Ke Phoolon Jaisi Shokhiyaan Hai Is Mein Badi Ye Hai Mehjabeen Mere Biwi Ja Jawaab Nahin Mere Biwi Ja Jawaab Nahin Mere Biwi Ja Jawaab Nahin Sidi Saadhi Surat Iski Kitni Bholi Shahad Se Bhi Zyaada Meethi Hai Iski Boli Iska Mukhda Chaand Ka Tukda Iska Mukhda Chaand Ka Tukda Yaar Mere Aisa Koi Hoga Na Kahin Mere Biwi Ja Jawaab Nahin Mere Biwi Ja Jawaab Nahin Mere Biwi Ja Jawaab Nahin Mere Biwi Ja Jawaab Nahin [ Mere Biwi Ja Jawaab Nahin Songs Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ]
Back to Film List

About KHILADI 420 Songs and Lyrics

Explore the KHILADI 420 soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for KHILADI 420.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics