FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from LAMHE

Read available LAMHE lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Gudiya Raani Bitiya Raani

Singer: LATA MANGESHKAR

Lyrics of Gudiya Raani Bitiya Raani

gudiya raani bitiya raani pariyon ki nagari se ek din raajakunvar ji aaenge mahalon mein le jaaenge gudiya raani bitiya raani ... aage piichhe ghode haathi biich mein honge sau baaraati itani aaj akeli ho tum tere kitane honge saathi kitani khush huun main meri aankh mein paani gudiya raani bitiya raani ... tu meri chhoti si gudiya ban jaaegi jaadu ki pudiya tujhape a jaaegi javaani main to ho jaauungi budhiya bhuul na jaana priit puraani gudiya raani bitiya raani ...

Kabhi Main Kahoon

Singer: LATA MANGESHKAR AND HARIHARAN

Lyrics of Kabhi Main Kahoon

--CHORUS- Yeh kya ho gaya --FEMALE-- Sapna mera sacha ho gaya Kabhi main kahoon, kabhi tum kaho Ke maine tumhe yeh dil de diya --MALE-- Kabhi main sunoon, kabhi tum suno Ke maine tumhe yeh dil de diya --FEMALE-- Kabhi main kahoon, kabhi tum kaho Ke maine tumhe yeh dil de diya Paas paas hum saath saath yun baithe rahe Ek dusre se yehi kehte rahe --MALE-- Paas paas hum saath saath yun baithe rahe Ek dusre se yehi kehte rahe --FEMALE-- Kabhi main kahoon, kabhi tum kaho Ke maine tumhe yeh dil de diya --MALE-- Kabhi main sunoon, kabhi tum suno Ke maine tumhe yeh dil de diya --FEMALE-- Chalte rahe, udte rahe, hum behte rahe - 2 --MALE-- Ek dusre se yehi kehte rahe --FEMALE-- Kabhi main kahoon, kabhi tum kaho Ke maine tumhe yeh dil de diya --MALE-- Kabhi main sunoon, kabhi tum suno Ke maine tumhe yeh dil de diya --FEMALE-- Dard-e-dil, dard-e-jigar hum sehte rahe Ek dusre se yehi kehte rahe --MALE-- Dard-e-dil, dard-e-jigar hum sehte rahe Ek dusre se yehi kehte rahe --FEMALE-- Kabhi main kahoon, kabhi tum kaho Ke maine tumhe yeh dil de diya --MALE-- Kabhi main sunoon, kabhi tum suno Ke maine tumhe yeh dil de diya --FEMALE-- Ke maine tumhe yeh dil de diya --MALE-- (Ke maine tumhe yeh dil de diya) --FEMALE-- (Ke maine tumhe yeh dil de diya) Mm hmm hmm hmm hmm, mm mm mm Mm hmm, la la la la la

Meri Bindiya Teri Nindiyan

Singer: LATA MANGESHKAR

Lyrics of Meri Bindiya Teri Nindiyan

Hmm... Hmm.. Meri bindiyan teri nindiyan Meri bindiyan teri nindiyan na udade toh kehna Mera kajal tujhko pagal Mera kajal tujhko pagal na banade toh kehna Meri bindiyan teri nindiyan na udade toh kehna Hmm...ahh..hmm...la la la.. (Khaanke gein khaan khaan jab mere kangna Dhadke ga dhaak dhaak dil tera sajna) - 2 Mere jhumke tumko tumse Mere jhumke tumko tumse na udade toh kehna Meri bindiyan teri nindiyan na udade toh kehna (Main poore sola singhar kar loon Darpan se baatein do char kar loon) - 2 Mera gajara tumko bhavara na banade toh kehna Meri bindiyan teri nindiyan na udade toh kehna (Teri pasand ab meri pasand hai Yeh jaan teri muthi mein baand hai) - 2 Tu joh bole main woh karke Tu joh bole main woh karke na dikha doon toh kehna Meri bindiyan teri nindiyan na udade toh kehna Mere naina, mere kangna, meri chunari, meri choli, Mera jogan, mera dadpan, meri bindiyan, teri nindiyan Na udade toh kehna Posted By : Aksha

Mohe Chedo Na

Singer: LATA MANGESHKAR

Lyrics of Mohe Chedo Na

O.....O.. Mohe chhedo na O mohe chhedo na nand ke lala Ki main hi brij bala Nahi main radha teri Mohe chhedo na nand ke lala Ki main hi brij bala Nahi main radha teri Mohe chhedo na nand ke lala Kahe pakad li meri kalai Teri duhai o krishna kanahi Kahe pakad li meri kalai Teri duhai krishna kanahi Harzai too bansi wala Ki main hoon brij bala Nahi main radha teri Mohe chhedo na nand ke lala Radha se hogi Radha se hogi teri chhichholi Aankh micholi tum humjoli Holi main yoon mujhe kyon rang dala Ki main hoon brij bala Nahi main radha teri Mohe chhedo na nand ke lala Ki main hoon brij bala Nahi main radha teri Mohe chhedo na nand ke lala

Morani Bagha Ma Bole

Singer: LATA MANGESHKAR, ILA ARUN

Lyrics of Morani Bagha Ma Bole

morani baaga ma bole aadhi raatama chhananachhan chudiyaan khanak gayi dekh saahibaan chudiyaan khanak gayi haath ma main to laaj ke maare, ho gayi pani pani sab logon ne sun li meri prem kahani munhase baat nikal gayi baat baat maa, baat baat ma chhananachhan chudiyaan khanak gayi dekh saahibaan jaane kaun ghadi main nikale saajan gharase main ghunghat mein jaaun gayi kitane savan barasaae meri pyaas na bujhi re barasaat maa, barasaat ma chhananachhan chudiyaan khanak gayi dekh sahibaan ... suni sej pe saiyaan sari raat main jaagi tere piichhe piichhe meri niind to bhaagi mera chain bhi gaya re tere sath ma chhananachhan chudiyaan khanak gayi dekh saahibaan ... o mera nehara chhute re maaeri chhaati phuute dhola o dhola mat ja ja ja re dhola mat ja ja ja ...

Ye Lamhe

Lyrics of Ye Lamhe

ye lamhe, ye pal hum barso yaad karenge ye mausam chale gaye tho hum fariyaad karenge. in sapno ki tasveero se, in yaadon ki zanjeero se, apne dill ko kaise hum azaad karenge, ye mausam chale gaye tho hum fariyaad karenge, ye lamhe, ye pal hum barso yaad karenge. ye lamhe tho hai bohath haseen, in lamho par kuch likha nahi, ye abaad karenge, ya barbaad karenge, ye mausam chale gaye tho hum fariyaad karenge, ye lamhe, ye pal hum barso yaad karenge. ye lamhe, ye pal hum barso yaad karenge, ye mausam chale gaye tho hum fariyaad karenge
Back to Film List

About LAMHE Songs and Lyrics

Explore the LAMHE soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for LAMHE.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics