Aankh Milaye Na
Singer: MOHD RAFI
Lyrics of Aankh Milaye Na
Aankh milaaye N
Muskuraaye Na � 2
Mera yaar bada sharmeela � 2
Door bhi jaaye na
Paas bhi aaye na � 2
Kyon ke pyar bada sharmila
Mera yaar bada Sharmila
Zulfon se ghooghat ka kaam le
Aisa ka kya koyi naam le � 2
Neend churaaye na
chain udhaaye na
hai dildaar bada sharmila
Mera yaar bada sharmila
Honton pe inkaar sa hai
Nazaron mein ikraar sa hai � 2
Saaf bataaye na,
Saaf chhupaaye na � 2
Hai izhaar bada sharmila
Mera yaar bada sharmila
Aankh milaaye na
Muskuraaye Na � 2
Mera yaar bada sharmila
Mera Yaar bada sharmila
