FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from FAREB

Read available FAREB lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Aankhon Se Dil Me Uttar Ke

Singer: JATIN, LALIT

Lyrics of Aankhon Se Dil Me Uttar Ke

male aankhon se dil me uttar ke tu mere dharkan me hai 2 mere yaar mere pyaar tere mehek mere tan man me hai female: aankhon se dil me uttar ke tu mere dharkan me hai 2 mere yaar mere pyaar tere mehek mere tan man me hai male: aankhon se dil me uttar ke tu mere dharkan me hai female: aankhon se dil me uttar ke tu mere dharkan me hai male: teri kasam ha teri kasam pyaar kabhi yeh hoga na kam dilruba hogaye tere hum female: tere liye hi aaye hai hum tu hai meri jeene ki kasam tu hi to mere shokhi sharam rab mera ab mere sajan me hai aankhon se dil me uttar ke tu mere dhadkan me hai male: aankhon se dil me uttar ke tu mere dharkan me hai mere yaar mere pyaar tere mehek mere tan man me hai female: aankhon se dil me uttar ke tu mere dharkan me hai male: aankhon se dil me uttar ke tu mere dharkan me hai male: mere geeton ka suljhan hai tu pyaasa hoon mai aur sawan hai tu thandi si ek agan hai tu female: tu megh hai aur mai damini tu raag hai aur mai ragini oh sanam tere liye mai bani teri khanak mere kangan me hai male: aankhon se dil me uttar ke tu mere dharkan me hai female: aankhon se dil me uttar ke tu mere dharkan me hai mere yaar mere pyaar tere mehek mere tan man me hai male: aankhon se dil me uttar ke tu mere dharkan me hai female: aankhon se dil me uttar ke tu mere dharkan me hai Posted by: Anupma Bhageloe

O Humsafar Dil Ke

Singer: UDIT NARAYAN & ALKA YAGNIK

Lyrics of O Humsafar Dil Ke

O humsafar, dil ke naga sapne chalo hum sajayen O humsafar, dil ke nagar sapne chalo hum sajayen Tum ho paas aur hum kahin kho jaayen O humsafar, dil ke nagar sapne chalo hum sajayen Tum ho paas aur hum kahin kho jaayen O humsafar, dil ke nagar sapne chalo hum sajayen Rootheeye yun nahi, idhar aaiye Bhaahon main aa ke hamari, kuch kar jayiye O .. Rootheeye yun nahi, idhar aaiye Bhaahon main aa ke hamari, kuch kar jayiye Hai hum kahin na aaj mar jayen O humsafar, dil ke nagar sapne chalo hum sajayen Tum ho paas aur hum kahin kho jaayen O humsafar, dil ke nagar sapne chalo hum sajayen Dekhiye yoon nahi, pighal jaungi Chhoona na mujhko sanam tum, main darr jaungi O .. dekhiye yoon nahi, pighal jaungi Chhoona na mujhko sanam tum, main darr jaungi O humsafar, dil ke nagar sapne chalo hum sajayen Tum ho paas aur hum kahin kho jaayen O humsafar, dil ke nagar sapne chalo hum sajayen

Yeh Teri Aankhen Jhuki Jhuki

Singer: ABHIJEET

Lyrics of Yeh Teri Aankhen Jhuki Jhuki

Yeh Teri Aankhen Jhuki Jhuki, Yeh Tera Chehra Khila Khil Badi Kismatwala Hai Woh, Pyar Tera Jise Mila Yeh Teri Aankhen Jhuki Jhuki... Chhalakti Gaalon Se Laali, Badi Tu Sharm-O-Haya Waali Honth Tere Pooja Ke Phool, Phool Ki Naazuk Tu Daali Yeh Teri Aankhen Jhuki Jhuki... Kisi Ke Pyaare Pyaare Baal, Kisi Ki Pyaari Pyaari Chaal Tu Sar Se Paaon Talak Sundar, Tu Hai Kudrat Ka Koi Kamaal Yeh Teri Aankhen Jhuki Jhuki...
Back to Film List

About FAREB Songs and Lyrics

Explore the FAREB soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for FAREB.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics