FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from MR YA MISS

Read available MR YA MISS lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Fakra Hain Mujhe

Singer: SHIBANI KASHYAP

Lyrics of Fakra Hain Mujhe

(fakra hain mujhe main hu aurat har aadmi ki jaroorat mujhsi nahi koi adaa mujhsa nahi koi nasha) - 2 samjhe fakra hain mujhe main hu aurat har aadmi ki jaroorat mujhsi nahi koi adaa mujhsa nahi koi nasha samjhe (itihaas mujhse hey main hu itihaas mein har baat mujhase hey main hu har baat mein) - 2 aaj kisise bhi main hu nahi kam saara zamana chume mere kadam aur kahu kya tumse fakra hain mujhe main hu aurat har aadmi ki jaroorat (sabse badi jung manspasand hu main udati patang chahu toh sang hu main) - 2 raaz aaisa hu na jaane koi sochu main kya na pehchaane koi aur kahu kya tumse (fakra hain mujhe main hu aurat har aadmi ki jaroorat) - 2

Jeena Hain Toh Jeena Hain

Singer: SHIBANI KASHYAP

Lyrics of Jeena Hain Toh Jeena Hain

(jeena hain toh jeena hain jeena hain jeena hain jee raha hu main) - 2 is tarah se uss tarah se kya farka padta hain (jeena hain toh jeena hain jeena hain jeena hain jee raha hu main) - 2 is tarah se ya uss tarah se kya farka padta hain aasmaan se barse ya zameen se nikale hain paani main jaanta hu kya hain kaisi hai meri meri kahaani din bhaagta chale dil raat ko bole jo bhi hain yahaan wahaan hain usi ke faisle jo aasmaan pe rehta hain (jeena hain toh jeena hain jeena hain jeena hain jee raha hu main) - 2 is tarah se uss tarah se kya farka padta hain (jeena hain toh jeena hain jeena hain jeena hain jee raha hu main) - 2 aasmaan se barse ya zameen se nikale hain paani main jaanta hu kya hain kaisi hai meri meri kahaani din bhaagta chale dil raat ko bole jo bhi hain yahaan wahaan hain usi ke faisle jo aasmaan pe rehta hain (jeena hain toh jeena hain jeena hain jeena hain jee raha hu main) - 2 is tarah se uss tarah se kya farka padta hain (jeena hain toh jeena hain jeena hain jeena hain jee raha hu main) - 2 jo bhi ho raha hain mujh ko toh mazaa aa raha hain mast zindagi hain mast zindagi ki mastiyan hain is dagar se uss dagar jaa rahi hain nazar ho rahi hain yeh khabar badal rahi nazar nazar magar dil yeh kehta hain (jeena hain toh jeena hain jeena hain jeena hain jee raha hu main) - 2 is tarah se uss tarah se kya farka padta hain (jeena hain toh jeena hain jeena hain jeena hain jee raha hu main) - 2

Kamsin Kali Teri Gali

Singer: VINOD RATHOD, SHIBANI KASHYAP, MONA SARKAR

Lyrics of Kamsin Kali Teri Gali

kamsin kali teri gali - 2 dil chal pada leke angdaai masumiyat - 2 yeh nazakat aankhon mein hai jheel si gehrai kamsin kali teri gali teri adaa sabse judaa tu hai haseen aur main hu jawaan meri adaa sabse judaa main hu haseen main hu jawaan aye maane na maane na maane na maane na dil mera maane na maane na maane na zulfen teri jaise ho ghat chaai kamsin kali teri gali - 2 dil chal pada leke angdaai masumiyat yeh nazakat aye tujhse shuru tujhse khatam mera jahaan aye jaaneman mujhse shuru mujhse khatam tera jahaan aye jaaneman aaye jaaye na jaaye na jaaye na jaaye na tere siwa dil kahi jaaye na jara jaan le meri wafaai kamsin kali teri gali - 2 dil chal pada leke angdaai masumiyat yeh nazakat tu meri mohabbat hain arey yeh meri kismat hain main teri mohabbat hu yeh teri kismat hain aye aaye na aaye na aaye na aaye na tere siwa chain bhi aaye na ibaadat teri meri khudaai kamsin kali teri gali - 2 dil chal pada leke angdaai la la la la zu zu zu zu
Back to Film List

About MR YA MISS Songs and Lyrics

Explore the MR YA MISS soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for MR YA MISS.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics