FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from PAANCH

Read available PAANCH lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Akhiyaan chipki

Singer: USTAD SULTAN KHAN

Lyrics of Akhiyaan chipki

Hey aavo ni�padhaaro mhaare des Akhiyaan chipki, ho ankhiyaan chipki Akhiyaan chipki jaaye re chipki, ankhiyaan chipki -2 Gore tanse kare nayan se -2 Lipti lipti jaaye re lipti Akhiyaan chipki jaaye re chipki, ankhiyaan chipki -2 Ang ang kaisa hai karaara, dekho satrangi gharaara Aa�ang ang kaisa hai karaara, dekho satrangi gharaara Kaana kaji kajra re, kesu badhi badraare Nainan kajra kesun badra, baarishon mein chamkaaye re bijri Akhiyaan chipki jaaye re chipki, ankhiyaan chipki -2 Kabhi jo chunar udti hai, nadiyaan jithen mudti hai Ho�kabhi jo chunar udti hai, nadiyaan jithen mudti hai Yaad tohe karta hai, aahen bharta hai Yaad karat re, saara jagat re, toye haaye jaaye chipki Akhiyaan chipki, akhiyaan chipki Akhiyaan chipki jaaye re chipki, ankhiyaan chipki -2

Jism hain

Singer: ASHA BHONSLE

Lyrics of Jism hain

Hoo�hoo�hoo Hoo�hoo�hoo� Dil kahe chal, ghar se nikal Dil kahe chal tu, ghar se nikal tu, dhhoondhh jaa kar nishaaniyaan Jo bata ye ke sach hai ya teri zindagi bas kahaaniyaan Dar dukaanose aasmaanon se poochh jaa kar kahin tu Hoo�hoo�hoo� Jism hain, huh! jaan hai, kaun hai, tu hai bhi ya nahin Dhoop hai, chaanv hai, ret hai, raat hai, kaun hai, tu hai bhi ya nahin Haan khel hai, khayaal hai, ya koyi sawaal hai Bujh raha, deep ya, ,jal rahi mashaal hai Saare rishton ko, saare naaton ko -2 Tod kar aaj hum chale Kaise roke koyi hamein sab ko chhodkar aaj hum chale Chaand kehta hai kaun dil se ki poochh jaa kar kahin tu Hoo�hoo�hoo� Jism hain, jaan hai, kaun hai, tu hai bhi ya nahin Dhoop hai, haan, chaanv hai, haan, Ret hai, raat hai, khel hai, khayaal hai Jism hai, jaan hai, tu hai bhi ya nahin

Main khuda

Singer: K.K.

Lyrics of Main khuda

Ek din, bas ek din, apne saare, zakhm gin Ek raat, bas ek raat, tu soch kya, huwa tere saath Khud se kahaan tak bhaagoge, subaah jaati hai kab jaagoge Duniya ne kanta kat-te gaye, khud ko kahaan tak kaatoge Saans lo, dum bharo, chillaakar, sab se kaho Sar jhuka, khuda hoon main -2 Aasmaanon pe khada hoon main Main khuda�hoon khuda� Har sparsh mein, kheenchaav hai, har dosti mein tanaav hai Duwa bhi mein, bala bhi mein, meri dava, mera ghaav hai Aadhi roshni, aadhe andhere, aadhi zindagi yun na jalaao Tum jo sochte hai woh tum ho Socho jaago sab ko jagaao Saans lo, dum bharo, chillaakar, sab se kaho Sar jhuka, khuda hoon main -2 Aasmaanon pe khada hoon main Main khuda�hoon khuda� Ye sahi hai, ye galat, meri maano, socho mat Ye na pehno, woh na bolo, ho sake toh munh na kholo Ye pado mat, woh suno mat, main chununga, tum chuno mat Kat-te jaao, mit-te jaao, dabna seekho, dabte jaao Bas ab aur nahin, ab aur nahin, aur nahin, ab aur nahin Bas aur nahin, ab aur nahin (Aur nahin, ab aur nahin, bas aur nahin, ab aur nahin Aur nahin, ab aur nahin, bas aur nahin) Saans lo, dum bharo, chillaakar, sab se kaho Sar jhuka! khuda hoon main! Main khuda� hoon khuda�-2

Paka Mat

Singer: HARIHARAN, KAY KAY

Lyrics of Paka Mat

Nish Sampa Mare G Nish Sampa Mare Ga Nish Sampa Mare Ga Nish Sampa Mare Ga Nish Sampa Mare Ga Baith Ja Yahni Tu Ja Mat Baith Ja Yahni Tu Ja Mat Abey Gheen Aati Hai Khuja Mat Abey Oh Besure Tu Gaa Mat Aye Aye Kya Karta Hai Bujha Mat Baith Ja Yahin Tu Ja Mat Aye Aye Eey Aye Aye Murgi Maachis Hai Kya Maachis Nahin Hai To Aa Aa Aa Dil Se Laga Ke Jala Le Aye Pondy Sutta De Sutta Abey Hut Chal Hut Dabbe Se Tota Utha Le Abey Kyon Sulgaata Raheta Hai Hamesha Ghud Ghud Ubalta Rehta Hai Hamesha Chup Reh Warna Kya Kare Ga Mare Ga Mar Haya Mar Gaya Mar Gaya Re Mar Gaya Mar Gaya Hoon Maine Jila Mat Abey Gheen Aati Hai Khuja Mat Are Oh Besure Tu Ga Mat Are Kya Bujha Mat Aye Jo Kya Sochta Hai Boy Kuch Khaas Nahin Luke To Soch Soch Soch Ki Gutne Kahin Akad Na Jaaye Oye Luke Solid Lagi Hai Bhook To Kha Kha Kha Bheja Tera Baap Ka Hai Khaale Bol Chikni Ko Pakka Degi Abey Saale Tu Bhi Kutta Hai Bow Kaategaa Kaatne De Kaatne De Kaatne De Kaatne De Tu Dhoom Hila Mat Abey Gheen Aati Hai Khuja Mat Abey Oh Besure Tu Ga Mat Aye Aye Kya Karta Hai Bhuja Mat Baith Ja Yahin Tu Ja Mat Aare Aye Bujha Mat

Tamas

Singer: SEN GUPTA

Lyrics of Tamas

Tam Tam Chaya Hai Tama Jam Gaya Rakht Kalash Tam Tam Chaya Hai Tamas Jam Gaya Rakht Kalash Nazren Chura Le Dhoop Ko Booja Le Raatri Ke Yaatri Tam Tam Chaya Raatri Ke Yaatri Ghumte Phiye Pe Baachi Si Zindagi Leke Hum Chale Kharch Huve Kaise Kaante Gadi Ke Chube Haath Mein Waqt Ruka Hum Chale Waqt Ki Surkhiyon Mein Jam Gaya Ratkh Kalash Jam Gaya Rakht Kalash Nazre Chura Le Raatri Ke Yaatri

Yeh kaisa hai shaher

Singer: DOMNIQUE

Lyrics of Yeh kaisa hai shaher

Kya din kya raat hai yahaan par, ki saala dono baraabar -2 Na raaste kabhi ho khaali, na bandh hoti hai gaali Maa behan ki yaad sab ko aati har paher Halla gulla shor gul ye kaisa hai shaher Kya din kya raat hai yahaan par, ki saala dono baraabar Na raaste kabhi ho khaali, na bandh hoti hai gaali Saanson mein laakhon karodo ki saansein khuli (Ghut raha hai dum ghutansi ho rahi hai) Phir bhi savere akeli hain ankhein khuli Koyi aaj, mil hi jaayega, chehera jaane pehne kaunsa Dar se, nikle dhhundhhe ghar hai kaha (Kya din kya raat hai yahaan par, ki saala dono baraabar Na raaste kabhi ho khaali, na bandh hoti hai gaali) Kya din, kya raat Kiske liye raah chalte ye jhoothhi hansi (Chhod na kissi ko kuch nahin padi) Kaise sahe telephone ki khaamoshi Sune, bistaron par so rahe, bhooli khushboowein ko ro rahe Neeche, sadakein, kehti hai aa kud ja (Kya din kya raat hai yahaan par, ki saala dono baraabar Na raaste kabhi ho khaali, na bandh hoti hai gaali Maa behan ki yaad sab ko aati har paher Halla gulla shor gul ye kaisa hai shaher) Kya din kya raat hai yahaan par, ki saala dono baraabar Na raaste kabhi ho khaali, na bandh hoti hai gaali
Back to Film List

About PAANCH Songs and Lyrics

Explore the PAANCH soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for PAANCH.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics