FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from PITAAH

Read available PITAAH lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Humko To Ishq

Singer: KAVITA KRISHNAMURTHY

Lyrics of Humko To Ishq

Humko To Ishq Aap K Humko To Ishq Aap Ka Aise Sata Raha Hai Humko To Ishq Aap Ka Aise Sata Raha Hai Humko To Ishq Aap Ka Aise Sata Raha Hai Ruk Ruk Ke Teer Ruk Ruk Ke Teer Jaise Seene Mein Ja Raha Hai Ruk Ruk Ke Teer Jaise Seene Mein Ja Raha Hai Humko To Ishq Aap Ka Aise Sata Raha Hai Aise Kasse Hai Taane Duniya Ne Hum Pe Yaar Aise Kasse Hai Taane Duniya Ne Hum Pe Yaar Aise Kasse Hai Taane Duniya Ne Hum Pe Yaar Shabnam Pe Jaise Shabnam Pe Jaise Koyi Shole Gira Raha Hai Shabnam Pe Jaise Koyi Shole Gira Raha Hai Humko To Ishq Aap Ka Aise Sata Raha Hai Kis Haal Mein Jiyenge Kis Haal Mein Marenge Kis Haal Mein Jiyenge Kis Haal Mein Marenge Kis Haal Mein Jiyenge Kis Haal Mein Marenge Tera Ishq Yaara Tera Ishq Yaara Sab Kuch Bata Raha Hai Tera Ishq Yaara Sab Kuch Bata Raha Hai Humko To Ishq Aap Ka Aise Sata Raha Hai Lagta Hai Aaj Humko Le Doobenge Do Ishaare Lagta Hai Aaj Humko Le Doobenge Do Ishaare Lagta Hai Aaj Humko Le Doobenge Do Ishaare Ek Hai Teri Ek Hai Teri Nazar Mein Ek Mausam Bata Raha Hai Ek Hai Teri Nazar Mein Ek Mausam Bata Raha Hai Humko To Ishq Aap Ka Aise Sata Raha Hai Ruk Ruk Ke Teer Jaise Seene Mein Ja Raha Hai

Meri Jawani

Singer: SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Meri Jawani

Dhila Dhaala Ghagra Upe Tang Tang Yeh Chol Le Aaye Aisan Jawani Chal Gaye Na Goli Are Humka Bhi De Ke Jaao Kauno Nishani Kahan Leke Jaaogi Yeh Namkin Jawani Meri Jawani Kisko Milegi Isko Mile Gi Usko Mile Gi Meri Jawani Kisko Milegi Isko Mile Gi Usko Mile Gi Meri Jawani Kisko Milegi Isko Mile Gi Usko Mile Gi Laga Hai Deewano Mein Sadda Laakhon Huve Hai Beimaan Jo Sarka Mera Dupatta Laakhon Huve Hai Beimaan Jo Sarka Mera Dupatta Meri Jawani Kisko Milegi Isko Mile Gi Usko Mile Gi Laga Hai Deewano Mein Sadda Laakhon Huve Hai Beimaan Jo Sarka Mera Dupatta Teer Nazar Ke Chal Rahe Hai Saare Nishane Mere Ban Rahe Hai Teer Nazar Ke Chal Rahe Hai Saare Nishane Mere Ban Rahe Hai Dekho To Dekho Kaise Ek Shama Pe Sau Parwane Jal Rahe Hai Raja Amboor Hai Yeh Khatta Laakhon Huve Hai Beimaan Jo Sarka Mera Dupatta Laakhon Huve Hai Beimaan Jo Sarka Mera Dupatta Dekhatni Patli Kamariya Ka Jhatka Hum To Atka Saala Poora UP Bihar Hi Atka Har Zubaan Pe Charcha Hai Mera Aisi Qayamat Hai Roop Mera Har Zubaan Pe Charcha Hai Mera Aisi Qayamat Hai Roop Mera Jalwe Apne Jo Maine Dikhaaye Har Shaher Se Aashiq Chalke Aaye Chaahe Delhi Ho Ya Calcutta Laakhon Huve Hai Beimaan Jo Sarka Mera Dupatta Laakhon Huve Hai Beimaan Jo Sarka Mera Dupatta Meri Jawani Kisko Milegi Isko Mile Gi Usko Mile Gi Meri Jawani Kisko Milegi Mujhko Mile Gi Re Mujhko Mile Gi Laga Hai Deewano Mein Sadda Laakhon Huve Hai Beimaan Jo Sarka Mera Dupatta Laakhon Huve Hai Beimaan Jo Sarka Mera Dupatta

Oh Nadiya Kinare

Singer: SONU NIGAM, KAVITA KRISHNAMURTHY

Lyrics of Oh Nadiya Kinare

Oh Nadiya Kinare Aao Jaan Kuch Baat Bataani Hai Tumhe Oh Nadiya Kinare Aao Jaana Aana Kuch Baat Bataani Hai Tumhe Chanda Chakori Purani Wohi Phir Kahani Sunani Hai Tume Oh Na Baba Na Baba Humko Lagta Hai Darr Shyam Dhalne Se Pehle Jaana Hai Ghar Nadiya Kinare Nahin Jaana Na Na Kya Baate Bataani Hai Hume Chanda Chakori Purani Wohi Phir Kahani Sunani Hai Tume Baago Mein Jab Jab Khilti Hai Kaliyaan Bhawren Karte Kyon Saajan Gun Gun Gun Baago Mein Jab Jab Khilti Hai Kaliyaan Bhawren Karte Kyon Saajan Gun Gun Gun Aye Jo Gori Purva Ka Jhoka Payal Kyon Chanke Teri Chan Chan Chan Hum Bhi Kho Jaaye Tere Ho Jaaye Aise Suna Koyi Dhun Nadiya Kinare Aao Jaana Aana Wohi Dhun To Sunani Hai Tumhe Chhodo Na Mujhko Pata Jaanti Hoon Kya Kya Kahani Banani Hai Tumhe Udti Huvi Yeh Chidiyon Ki Toli Kyon Kar Rahi Hai Saajan Chiho Chiho Chiho Udti Huvi Yeh Chidiyon Ki Toli Kyon Kar Rahi Hai Saajan Chiho Chiho Chiho Jaise Hai Chaayi Kali Gataayein Papiha Kyon Bole Gori Piho Piho Piho Yeh Bolo Saajan Aate Hi Sawan Bolo Kyon Gaaye Koyal Nadiya Kinare Aao Jaana Wohi Koyal Dikhani Hai Tume Chanda Chakori Purani Wohi Phir Kahani Sunani Hai Tumhe Oh Na Baba Na Baba Humko Lagta Hai Darr Shyam Dhalne Se Pehle Jaana Hai Ghar Nadiya Kinare Nahin Jaana Na Na Kya Baate Bataani Hai Hume Buddhu Mat Samjho Mujhko Pata Jaanti Hoon Kya Kya Kahani Banani Hai Tumhe

Pitaah

Singer: ALKA YAGNIK, UDIT NARAYAN

Lyrics of Pitaah

Ek Rab Ambar Pe Hota Ha Ek Rab Dharti Pe Hota Hai Ek Rab Ambar Pe Hota Hai Ek Rab Dharti Pe Hota Hai Ambar Tak Pahoocha Kaun Ambar Tak Pahoocha Kaun Hum Ko Nahin Pata Dharti Pe Jo Rab Hota Hai Woh Hai Pitaah Woh Hai Pitaah Woh Hai Pitaah Woh Hai Pitaah Ek Rab Ambar Pe Hota Hai Ek Rab Dharti Pe Hota Hai Ambar Tak Pahoocha Kaun Hum Ko Nahin Pata Dharti Pe Jo Rab Hota Hai Woh Hai Pitaah Woh Hai Pitaah Woh Hai Pitaah Woh Hai Pitaah Phool Sa Jiska Mann Hota Hai Aur Seena Faulaad Ka Phool Sa Jiska Mann Hota Hai Aur Seena Faulaad Ka Apna Dookh To Woh Na Jaane Jaane Har Dookh Aulad Ka Gham Sahe Woh Rah Kar Maun Gham Sahe Woh Rah Kar Maun Hum Ko Nahin Pata Dharti Pe Jo Rab Hota Hai Woh Hai Pitaah Woh Hai Pitaah Woh Hai Pitaah Woh Hai Pitaah Sab Se Pehla Dharm Hain Jiska Apna Ghar Sansaar Sab Se Pehla Dharm Hain Jiska Apna Ghar Sansaar Sab Se Phela Karm Hai Jiska Apno Ka Udhdhaar Uske Bina Hum Kaun Uske Bina Hum Kaun Hum Ko Nahin Pata Dharti Pe Jo Rab Hota Hai Woh Hai Pitaah Woh Hai Pitaah Woh Hai Pitaah Woh Hai Pitaah Jeene Ka Paigaam Diya Hai Pitaah Ne Hum Ko Naam Diya Hai Jeene Ka Paigaam Diya Hai Pitaah Ne Hum Ko Naam Diya Hai Hum Se Khata Huvi To Bhi Apne Sar Par Ilzaam Liya Hai Unse Bada Hai Kaun Unse Bada Hai Kaun Hum Ko Nahin Pata Dharti Pe Jo Rab Hota Hai Woh Hai Pitaah Woh Hai Pitaah Woh Hai Pitaah Woh Hai Pitaah Ek Rab Ambar Pe Hota Hai Ek Rab Dharti Pe Hota Hai Ambar Tak Pahoocha Kaun Ambar Tak Pahoocha Kaun Hum Ko Nahin Pata Dharti Pe Jo Rab Hota Hai Woh Hai Pitaah Woh Hai Pitaah Woh Hai Pitaah Woh Hai Pitaah

Sau Baar Janam

Singer: SUKHVINDER SINGH

Lyrics of Sau Baar Janam

Sau Baar Janam Nahin Milta Milta Hai Ek Baa Sau Baar Janam Nahin Milta Milta Hai Ek Baar Rishte Khoon Ke Nahin Bante Baar Baar Loot Jaaye Mit Jaaye Kat Jaaye Insaan Rishton Ke Liye Kya Soch Raha Hai Rudra Dikha Tale Ki Mudra Kya Soch Raha Hai Rudra Dikha Tale Ki Mudra Sau Baar Janam Nahin Milta Milta Hai Ek Baar Rishte Khoon Ke Nahin Bante Baar Baar Loot Jaaye Mit Jaaye Kat Jaaye Insaan Rishton Ke Liye Kya Soch Raha Hai Rudra Dikha Tale Ki Mudra Kya Soch Raha Hai Rudra Dikha Tale Ki Mudra Aankh Teesri Khol De Dushman Ko Yeh Bol De Rudra Rudra Rudra Aankh Teesri Khol De Dushman Ko Yeh Bol De Krodh Ka Yeh Tandav Hai Woh Kaurav Tu Pandav Hai Krodh Ka Yeh Tandav Hai Woh Kaurav Tu Pandav Hai Uda De Uda De Uda De Dusman Ki Neendra Kya Soch Raha Hai Rudra Dikha Tale Ki Mudra Kya Soch Raha Hai Rudra Dikha Tale Ki Mudra Zulm Ko Sehna Zulm Hai Aaj Tera Yeh Dharm Hai Zulm Ko Sehna Zulm Hai Aaj Tera Yeh Dharm Hai Tera Rakt Ka Jo Qatil Hai Uski Maut Teri Manzil Hai Tera Rakt Ka Jo Qatil Hai Uski Maut Teri Manzil Hai Vardan Shankar Ka Hai Naam Tera Hai Rudra Kya Soch Raha Hai Rudra Dikha Tale Ki Mudra Kya Soch Raha Hai Rudra Dikha Tale Ki Mudra Sau Baar Janam Nahin Milta Milta Hai Ek Baar Rishte Khoon Ke Nahin Bante Baar Baar Loot Jaaye Mit Jaaye Kat Jaaye Insaan Rishton Ke Liye Kya Soch Raha Hai Rudra Dikha Tale Ki Mudra Kya Soch Raha Hai Rudra Dikha Tale Ki Mudra Kya Soch Raha Hai Rudra Dikha Tale Ki Mudra Kya Soch Raha Hai Rudra Dikha Tale Ki Mudra Kya Soch Raha Hai Rudra Dikha Tale Ki Mudra Kya Soch Raha Hai Rudra Dikha Tale Ki Mudra
Back to Film List

About PITAAH Songs and Lyrics

Explore the PITAAH soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for PITAAH.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics