FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from QAYAMAT

Read available QAYAMAT lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Aitbaar Nahin Karna

Singer: ABHIJEET AND SADHANA SARGAM

Lyrics of Aitbaar Nahin Karna

Main Uske Liye Mar Chuki Hoo Woh Bhi Aap Ke Yaadon Mein Pal Pal Mar Rahan Hai To Kehdo Use Ke Un Yaadon Ki Cheeta Bana Ke Jalade Us Cheeta Se Uthta Dhua Bhi Aap Ke Pyaar Ka Hi Hoga Aitbaar Nahin Karna Intezaar Nahin Karna Aitbaar Nahin Karna Intezaar Nahin Karna Had Se Bhi Zyaada Tum Kisi Se Pyaar Nahin Karna Had Se Bhi Zyaada Tum Kisi Se Pyaar Nahin Karna Ikraar Nahin Karna Jaan-Nisaar Nahin Karna Had Se Bhi Zyaada Tum Kisi Se Pyaar Nahin Karna Had Se Bhi Zyaada Tum Kisi Se Pyaar Nahin Karna Manzile Bichad Gayi Raaste Bhi Kho Gaye Aaye Phir Na Lautke Jo Deewaane Ho Gaye Chaahaton Ki Bebasi Doorio Ke Gum Mile Bekaraariya Mili Chain Yaar Kam Mile Bekaraar Nahi Karna Intezaar Nahin Karna Had Se Bhi Zyaada Tum Kisi Se Pyaar Nahin Karna Had Se Bhi Zyaada Tum Kisi Se Pyaar Nahin Karna Koi To Wafa Kare Koi To Jafa Kare Kisko Hai Pata Yaha Kaun Kya Khata Kare Aisa Na Ho Ishq Mein Koi Dil Ko Tod De Beech Raah Mein Sanam Tera Saath Chod De Izhaar Nahin Karna Intezaar Nahin Karna Had Se Bhi Zyaada Tum Kisi Se Pyaar Nahin Karna Had Se Bhi Zyaada Tum Kisi Se Pyaar Nahin Karna Aitbaar Nahin Karna Intezaar Nahin Karna Had Se Bhi Zyaada Tum Kisi Se Pyaar Nahin Karna Had Se Bhi Zyaada Tum Kisi Se Pyaar Nahin Karna

Dil chura liya

Singer: ABHIJEET AND KAVITA KRISHNAMURTHY

Lyrics of Dil chura liya

Aap Ka Joota Dekha Bahut Haseen Hai Ise Apne Pairon Mein Mat Daaliyega Maila Ho Jayega Pyaar Log Ek Doosre Ko Bator Nishani Phool Card Angoothi Rumaal Dete Hai Yeh Pada Aur Suna Tha Par Yeh Jootha Lagta Hai Pyaar Mein Aap Ke Yaha Joota Dene Ka Riwaz Hai Dil Churane Ka Achcha Andaaz Hai Mere Dilbar Mere Janam Maine Tumse Pyaar Kiya Re Bechaini Badhti Jaati Hai Tu Ne Kaisa Dard Diya Re Maine Tumse Pyaar Kiya Re Maine Tumse Pyaar Kiya Re Dil Churaliya Dil Churaliya Dil Churaliya Dil Churaliya Teri Pehli Nazar Ne Mera Chain Churaya Tera Khwaab Jo Aaya Raaton Ko Jagaya Teri Pyaas Ko Maine Hoto Pe Sajaya Chaahat Kaisi Hai Tune Mujko Bataya Dil Churaliya Dil Churaliya Dil Churaliya Dil Churaliya Pao Zameen Pe Padte Nahin Ab Main Udne Lagi Hoon Hawa Mein Khushboo Banke Bikhri Padi Hoon Teri Zulfen Aaj Fiza Mein Tune Jaadoo Yeh Kaisa Kiya Re Tune Jaadoo Yeh Kaisa Kiya Re Dil Churaliya Dil Churaliya Dil Churaliya Dil Churaliya Teri In Baahoon Mein Mujhko Ab To Jeena Marna Hai Soch Liya Hai Had Se Zyaada Ab Ishq Tujhe Karna Hai Maine Maana Tujhe Hi Piya Re Maine Maana Tujhe Hi Piya Re Dil Churaliya Dil Churaliya Dil Churaliya Dil Churaliya Teri Pehli Nazar Ne Mera Chain Churaya Tera Khwaab Jo Aaya Raaton Ko Jagaya Teri Pyaas Ko Maine Hoto Pe Sajaya Chaahat Kaisi Hai Tune Mujko Bataya Dil Churaliya Dil Churaliya Dil Churaliya Dil Churaliya

Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai (solo)

Singer: KUMAR SANU

Lyrics of Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai (solo)

Ab Kyon Milna Chaahte Ho Mujhse Bol Chup Kyon Ho Bolo Maine Tumhare Bagair Itni Khaamoshi Mehsus Ki Hai Ki Main Bolna Bhool Gaya Hoon Main Tumse Itni Door Chali Jaaongi Ke Dekhna Hamesha Ke Liye Khamosh Ho Jaaoge Tum Chaaro Taraf Tanhayi Hai Chaaro Taraf Tanhayi Hai Ek Udaasi Chaayi Hai Soch Ke Uski Baaton Ko Aankh Meri Bhar Aayi Hai Bechaini Hain Saason Mein Dard Utha Hai Seene Mein Bichad Ke Apne Dilbar Se Aaye Maza Na Jeene Mein Kitna Mujhe Tadpati Hai Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai Kabhi Mujhko Hasaye Kabhi Mujhko Rulaye Mujhe Kitna Satati Hai Kabhi Mujhko Hasaye Kabhi Mujhko Rulaye Mujhe Kitna Satati Hai Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai

Yaar Pyaar Ho Gaya

Singer: ALISHA CHINAI & ABHIJEET

Lyrics of Yaar Pyaar Ho Gaya

Rahul Aaj Mein Ghar Pe Bilkul Akeli Hoo Oh Dekho Sheetal Bilkul Mat Ghabrana Aur Khidki Darwaja Achitarah Band Karke Sona Aur Haan Ek Torch Apne Paas Rakhna Rahul Try To Understand Mere Ghar Mein Aaj Koi Nahi Hai Aah Yaar Pyaar Ho Gaya Kuch To Yaar Ho Gaya Tootke Yeh Badan Baazoon Mein Teri Zaro Zar Ho Gaya Yaaron Pyaar Ho Gaya Kuch To Yaar Ho Gaya Tootke Yeh Badan Baazoon Mein Teri Zaro Zar Ho Gaya Yaar Pyaar Ho Gaya Zara Band Karloon Khule Khidkiyon Ko Main Parde Gira Doon Sanam Jo Tere Mere Beech Mein Aa Gayi Hain Woh Doori Mita Doon Sanam Zara Band Karloon Khule Khidkiyon Ko Main Parde Gira Doon Sanam Jo Tere Mere Beech Mein Aa Gayi Hain Woh Doori Mita Doon Sanam Chamatkar Ho Gaya Kuch To Yaar Ho Gaya Tootke Yeh Badan Baazoon Mein Teri Zaro Zar Ho Gaya Yaar Pyaar Ho Gaya Tera Jism Choo Ke Mohabbat Ki Lau Se Behekta Hai Mera Badan Sulagti Hain Saasen Behekte Hai Armaan Mehekta Hai Mera Badan Tera Jism Choo Ke Mohabbat Ki Lau Se Behekta Hai Mera Badan Sulagti Hain Saasen Behekte Hai Armaan Mehekta Hai Mera Badan Kya Khumaar Ho Gaya Haan Kuch To Yaar Ho Gaya Tootke Yeh Badan Baazoon Mein Teri Zaro Zar Ho Gaya Yaar Pyaar Ho Gaya Kuch To Yaar Ho Gaya Tootke Yeh Badan Baazoon Mein Teri Zaro Zar Ho Gaya
Back to Film List

About QAYAMAT Songs and Lyrics

Explore the QAYAMAT soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for QAYAMAT.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics