FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from RAAM BALRAAM

Read available RAAM BALRAAM lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Ek Rasta Do Rahi

Singer: KISHORE KUMAR

Lyrics of Ek Rasta Do Rahi

ki ik rastaa aa haa aa haa do raahii aa haa aa ha ik chor ik sipaahii ra bachapan kaa khel javaanii kaa sach ki bachapan kaa khel javaanii kaa sach ra hai terii-merii zindagaanii kaa sach na miT sake nasiibo.n ke kalam kii syaahii ik rastaa aa haa hreedots do ik chor ik sipaahii hreedots ki achchhaa hai Karaab hai buraa hai nek hai ra achchhaa hai Karaab hai buraa hai nek hai ki kuchh bhii hai ham dono.n kaa lahuu to ek hai ra kuchh bhii hai ham dono.n kaa lahuu to ek hai ki naa banaa chor tuu marzii se na banaa mai.n sipaahii ra ik rastaa aa haa ra ma.nzil hai ek mere saathiyaa ki ma.nzil hai ek mere saathiyaa ra maanaa ham dono.n kaa judaa hai raastaa ki maanaa ham dono.n kaa judaa hai raastaa ra ham chalate hai.n to dete hai.n qadam ye gavaahii ra ik rastaa aa haa do ik rastaa aa haa

Hamka Maafi Dai Do

Singer: KISHOR KUMAR, ASHA BHOSLE

Lyrics of Hamka Maafi Dai Do

achchha kaho chaahe bura kaho jhootha chaahe sachcha kaho -2 hamako sab qabool hamase bhool ho gai hamka maafi dai do -2 haan ji bhool ho gai hamka maafi dai do achchha kaho ... kuch kar lo nahi maanuun tum kya ho main jaanuun main suurat ko na dekhuun main dil ko pahachaanuun aise ho vaise ho kaise kahu kaise ho aisa hoon kaisa hoon jaisa kaho vaisa hoon baat pe daalo dhool hamka maafi dai ... main kisase darata hoon dekho kya karata hoon lo phaansi laga ke main tum pe marta huun khaana nahi peena nahi tum bin jeena nahi khilauna jaan kar tum to mera dil tod jaate ho gali hamne kahi thi tum to duniya chhod jaate ho nahi-nahi rona nahi aisa kabhi hona nahi aisa kabhi hona nahi ( rona nahi ) -2 marna hai fizool hamae bhool ho gayi ... mausam hai mastaana aise mat jaana ( mere peechhe mat aana ) -2 jaana hai to chali jaao nakhare na dikhaao chali jaao ( are re ) -2 aise mat rooth jaao achchha nahi jaati aao ham do banke phool hamen bhool ho gayi ...
Back to Film List

About RAAM BALRAAM Songs and Lyrics

Explore the RAAM BALRAAM soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for RAAM BALRAAM.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics