FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from RAM GOPAL VARMA KI AAG

Read available RAM GOPAL VARMA KI AAG lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Chha Raha Hai Koi Nasha

Singer: VINOD RATHOD, SHWETA PANDIT

Lyrics of Chha Raha Hai Koi Nasha

Chha Raha Hai Koi Nasha, Aise Huwa Hai Pehli Daf Main Ghungaroo Tu Mera Hai Hiru Chal Ho Ja Shuru Leke Maja Nind Se Ab Fursat Mili, Khaab Se Ab Rukhsat Mili Tu Khushbu, Tu Hai Jaadu, Dil Bekaabu Hai Ab Mera [ Chha Raha Hai Koi Nasha Song Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ] Aisa Nasha Huwa Na Tha Kabhi, Jo Bhi Huwa Huwa Abhi Abhi Hey Tere Bina Fiza Fiza Nahi, Tu Jo Ho Toh Jahaan Mein Kya Nahi Aaja Gale Lagaake Mujhko Tu Pyaar Kar Aaja Mujhipe Zindagi Tu Nisaar Kar Dil Bhi Hai Tu Aur Jaan Bhi Hai Tu, Mehfil Hai Tu Meri Sada Chha Raha Hai Koi Nasha, Aise Huwa Hai Pehli Dafa Main Ghungaroo Tu Mera Hai Hiru Chal Ho Ja Shuru Leke Maja Teri Meri Yeh Daastaan Rahein, Chaahe Koi Bhi Raastaan Rahein Tere Siva Na Ho Koi Safar, Tere Jahaan Se Waastaan Rahe Aaja Gale Lagaake Mujhko Tu Pyaar Kar Aaja Mujhipe Zindagi Tu Nisaar Kar Teri Kahoon Aur Teri Sunu, Bas Teri Rahu Main Ab Sada Nind Se Ab Fursat Mili, Khaab Se Ab Rukhsat Mili Tu Khushbu, Tu Hai Jaadu, Dil Bekaabu Hai Ab Mera Chha Raha Hai Koi Nasha, Aise Huwa Hai Pehli Dafa Main Ghungaroo Tu Mera Hai Hiru Chal Ho Ja Shuru Leke Maja [ Chha Raha Hai Koi Nasha Song Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ]

Dum Hai Toh Chal Aa

Singer: VINOD RATHOD

Lyrics of Dum Hai Toh Chal Aa

Dum Hai Toh Chal Aa, Aake Tu Jal Ja, Aag Se Aankhein Aankhein Mila - ?? Rooh Nichhode Haan Nichode Chal ?? Maane Na Maane Na Dum Ye Dum Tode Dum Hai Toh Chal Aa, Aake Tu Jal Ja, Aag Se Aankhein Aankhein Mila - 2 Angaare Le Angadaayiya, Hai Kaatilaana Yeh Tapata Dhunaa Joshila Yeh, Jehrila Yeh, Isake Lapto Mein Jo Lipata Woh Jal Gaya ?? Khaank Khaank Woh Bhule Se Milaaye Aankh Jo, Rag Rag Me Nas Nas Me Dum Hai Toh Chal Aa, Aake Tu Jal Ja, Aag Se Aankhein Aankhein Mila - 2 Dahshat Ka Yeh Darwaaja Hai, Dastak Na Dena Laava Hai Yeh Bas Door Se Dekho Ise, Chhune Ki Galati Na Koi Kare Hey Jal Jal Ke Raakh Huwa Jangal Ki Aag Ki Tarah Jo Bhadake Hardum Yeh ?? Rooh Nichhode Haan Nichode ?? Maane Na Maane Na Dum Ye Dum Tode [ Dum Hai Toh Chal Aa Song Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ]
Back to Film List

About RAM GOPAL VARMA KI AAG Songs and Lyrics

Explore the RAM GOPAL VARMA KI AAG soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for RAM GOPAL VARMA KI AAG.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics