FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from RAQEEB

Read available RAQEEB lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Channa Ve Channa, Channa Ve Channa.........

Singer: GAYATRI GANJAWALA

Lyrics of Channa Ve Channa, Channa Ve Channa.........

aawaara manjar, dil aashiqaan pehlu mein dilbar aalam suhaana deewaaro se abb chhutke chaahu tujhe main tutke channa ve channa, channa ve channa......... (aa main bichhaadu khushbu badan ki trishna mita du tere deewaane pan ki) - 2 aahon mein hai thandi agan bass mein nahi mann ki lagan channa ve channa, channa ve channa......... dil tenu dita tenu ?? maange jindagi de saare armaan bhi da mmange (betaabiyaan hai sargarmiyaan hai khaamoshiyon mein bhi toh sarghoshiyaan hai) - 2 paagal kiya ehsaas ne mar jaaye na iss pyaas mein channa ve channa, channa ve channa......... soniye.... channa ve channa, channa ve channa.........

Dushamana, Rehnuma, Tujhpe Hai Abb Toh Yeh Meri Jaan Nisaar

Singer: KUNAL GANJAWALA, SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Dushamana, Rehnuma, Tujhpe Hai Abb Toh Yeh Meri Jaan Nisaar

dushamana, rehnuma, tujhpe hai abb toh yeh meri jaan nisaar - jaan nisaar, jaan nisaar..... hai raqeeb tu mera - 2 aalam behka behka, manjar hai dhuwaan sa saansein pyaasi pyaasi, mausam badguma sa ansuni ankahi main tere ishq ki daastaan tujhpe hai abb toh yeh meri jaan nisaar - 2 jaan nisaar, jaan nisaar..... hai raqeeb tu mera - 2 armaan jaage jaage, raate soyi soyi main bhi duba duba, tu bhi khoyi khoyi do kadam hum badhe toh mite bereham duriya tujhpe hai abb toh yeh meri jaan nisaar hai raqeeb tu mera - 2 hai raqeeb tu mera

Qaateel, Tadpaaye Ishq Qaateel, Tarsaaye Ishq Qaateel

Singer: ALISHA CHINOY

Lyrics of Qaateel, Tadpaaye Ishq Qaateel, Tarsaaye Ishq Qaateel

(ishq daga hai, ishaq wafa hai, ishq toh ishq ha ishaq saja hai, ishq kaja?? hai, ishq toh ishq hai) - 2 qaateel (tadpaaye ishq qaateel, tarsaaye ishq qaateel ban jaaye ishq qaateel, qaateel hai ishq qaateel) - 2 (loot le gaya dil ka chaino karaar dukh de gaya bekhayaali kayaal)- 2 yeh ishq hai bada hi bereham yeh ishq hai bada hi sangdil qaateel (tadpaaye ishq qaateel, tarsaaye ishq qaateel ban jaaye ishq qaateel, qaateel hai ishq qaateel) - 2 (jaane kahaan kab kasam tod de jaane kahaan kab bharam tod de) - 2 yeh ishq karata inaayat kahaan yeh ishq deta hai dard-e-muftkil qaateel........... (tadpaaye ishq qaateel, tarsaaye ishq qaateel ban jaaye ishq qaateel, qaateel hai ishq qaateel) - 2

Tum Ho Meri Duwa, Tum Ho Meri Sada

Singer: TULSI KUMAR, ZUBIN GERG

Lyrics of Tum Ho Meri Duwa, Tum Ho Meri Sada

tumse hi chalati hai saansein bhi dhadkan bh tumse hai jaa meri jaan aa jaao baaho mein yaado ki raaho mein aa ik duje mein ho jaaye milke fanaa aa jaao baaho mein tum ho meri duwa, tum ho meri sada tumse hai aashiqi, tumse hai mere dil ka jahaan tum ho mera nasha, tum ho meri wafa tumse hai mere armaan jawaan tumne dikha mujhe palkon ki aad se main toh ghaayal huyi ishq ki chot se tumse hai jindagi, tumse hai har pal khushi tum ho meri duwa, tum ho meri sada tumse hai aashiqi, tumse hai mere dil ka jahaan tum ho mera nasha, tum ho meri wafa tumse hai mere armaan jawaan chaahate keh rahi, har ghadi dumbdum abb saha jaaye na duriyo ka sitam tumse hai aarjoo, tumse hai justajoo tum ho meri duwa, tum ho meri sada tumse hai aashiqi, tumse hai mere dil ka jahaan tum ho mera nasha, tum ho meri wafa tumse hai mere armaan jawaan tumse hi chalati hai saansein bhi dhadkan bhi tumse hai jaa meri jaan aa jaao baaho mein yaado ki raaho mein aa ik duje mein ho jaaye milke fanaa aa jaao baaho mein tum ho meri duwa, tum ho meri sada tumse hai aashiqi, tumse hai mere dil ka jahaan tum ho mera nasha, tum ho meri wafa tumse hai mere armaan jawaan
Back to Film List

About RAQEEB Songs and Lyrics

Explore the RAQEEB soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for RAQEEB.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics