FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from SAAWAN - THE LOVE SEASON

Read available SAAWAN - THE LOVE SEASON lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Am Ready For Love

Singer: VASUNDARA DAS

Lyrics of Am Ready For Love

am read am ready ready ready for love - 2 i want to fall in love dil kehta hai fall in love fall in love am ready ready ready for love - 2 gaya bachpan aayi jawani main toh ho gayi deewani main deewani am ready ready ready for love - 2 koi aaye mujhe sikhaye kaise pyar karu - 2 crazy ho gayi main - 2 kisko lover kahu i am dying for love am ready am ready ready ready for love - 2 meri kunwari finger mein koi diamong ring pehna de - 2 mobile pe kisi aashiq se - 2 ek pyar ki ring bajwa de am dying dying for love ... am ready am ready ready ready for love - 2 dil kehta hai fall in love fall in love am ready ready ready for love - 2 gaya bachpan aayi jawani main toh ho gayi deewani main deewani am ready ready ready for love - 2

Jo Maangi Khuda Se

Singer: KUNAL GANJAWALA

Lyrics of Jo Maangi Khuda Se

jo maangi khuda se tu woh mannat hai baahon mein tere pyar ki - 2 jannat hain haa jannat hain jo maangi khuda se yeh tan mera yeh man mera - 2 sab tera hain yeh tan mera yeh man mera sab tera hain tere pehlu mein khushiyon ka savera hain tu hi aakhari aur pehli mohabbat hain haa mohabbat hain haa aa khel naya mujhse khel pyar ka - 2 aaye dil ko mazaa sanam jeet haar ka tu hi jaan meri tu hi jaroorat hain haa jaroorat hain jo maangi khuda se tu woh mannat hain baahon mein tere pyar ki - 2 jannat hain haa jannat hain jo maangi khuda se

Mere Dil Ko

Singer: SHAAN, SHREYA GHOSHAL

Lyrics of Mere Dil Ko

mere dil ko dil ki dhadkan ko-2 mere pyaar ko tere dil ka oh tere dil ka pata de diya hai mere pyaar ko tere dil ka pata de diya hai allah kare khairiyat se pahunche woh tere dil mein jaaneman maine tujh se pyaar kar liya tujh pe aeitbaar kar liya-2 tera dil bhi mila dil ki dhadkan mili tera dil bhi mila dil ki dhadkan mili tera pyaar bhi mila tere pyaar seeeeeeeee aie sanam mere pyaar ne nikaah kar liya hai allah ka hi yeh karam hai tu pyaar se pyara sanam hai jaanemann maine tujh se pyaar kar liya tujh pe aeitbaar kar liya maine tujh se pyaar kar liya tujh pe aeitbaar kar liya main toh deewani ho gayi deewani jab se chhalla diya yeh nishani oh main toh deewani ho gayi deewani jab se chhalla diya yeh nishani tune apana banaya meharbani main toh deewani deewani deewani oh main toh deewani deewani deewani tere pyaar se aie sanam mere pyaar ne nikaah kar liya hai allah ka hi yeh karam hai tu pyaar se pyaara sanam hai jaaneman tujh pe aeitbaar kar liya maine tujh se pyaar kar liya tujh pe aeitbaar kar liya maine tujh se pyaar kar liya mere dil ko dil ki dhadkan ko mere pyaar ko tere dil ka oh tere dil ka pata de diya hai mere pyaar ko tere dil ka pata de diya hai allah kare kheriyat se pahunche woh tere dil mein janeman maine tujh se pyaar kar liya tujh pe aeitbaar kar liya maine tujh se pyaar kar liya tujh pe aeitbaar kar liya maine tujh se pyaar kar liya tujh pe aietbaar kar liya Posted By : manvisuri

Punjabi Aankhonwali

Singer: SHAAN, SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Punjabi Aankhonwali

maine dekhi american aankhein maine dekhi russian aankhein maine dekhi german aankhein maine dekhi french aankhein are le gaye le gaye kad ke meri jaan punjabi aankhon wali-4 are rab di sau are dil di sau yeh ladki hai shaitaan punjabi aankhon wali-4 kis kar k mujhe cheque de gaye boli rakh le kaam aayega-2 ohh kar lena tu cash isse jab doli ghar layega-2 haaye dil vich dil vich vad gaye kirpal punjabi aankhon wali-4 come on give me a bhangra beat chand mahiya oh chand mahiya shake it baby oh chand mahiya aaja le jaa-4 jis par daale nazar punjabi ho jaye sab mastane main hu woh haseena jis pe sab hero deewane oh oh jis par daale nazar punjabi ho jaye sab mastane main hu woh haseena jis pe sab hero deewane are ladki yeh kudiyon mein hai salma punjabi aankhon wali-4 haaye dil di sau haaye rab di sau mein tujh pe hui qurbaan punjabi aankhon wali-4 punjabi aankhon wali-7 Posted By : Manvisuri

Saawan - The Love Season

Singer: SHAAN, SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Saawan - The Love Season

maine pyaar kiya tumhe reason se-2 bas love hi hai reason saawan saawan saawan the love season saawan the love season saawaannn the love season maine pyaar kiya tumhe reason se-2 bas love hi hai reason saawan saawan saawan the love season saawan the love season saawaannn the love season ab pyaar ka matlab badlega ho ab pyaar ka matlab badlega phoolon ki khusbu badlegi hmm chanda ki chamak bhi badlegi suraj ki agan bhi badlegi ab aasmaan dharti hoga dharti hogi aasmaan saawan saawan saawan saawan the love season saawan the love season -2 saawaannn the love season lehron ki aadayein badlengi haan lehron ki aadayein badlengi ab kaali khatayein badlengi ho mausam ke rang bhi badlenge ehsas pyaar ke badlenge tera bhi matlab badlega -2 saawan saawan saawan oyi oyi oyi saawan the love season -2 saawaannn the love season maine pyaar kiya tumhe reason se maine pyaar kiya tumhe reason se bas love hi hai reason saawan saawan saawan the love season saawan the love season -2 saawaannn the love season Posted By : manvisuri

Tu Bula Le

Singer: SONU NIGAM

Lyrics of Tu Bula Le

ishq mein loot gaya woh khazana hoo mein ek beeta hua zamana hoon mere dard pe roye khushiyaan main gumnaam ek fasana hoon ek fasana hoon (jaan ko meri chhin liya hai dard yeh kaisa dil ko diya hai) - 2 yaa toh mujhko paas bula le ya duniya ko aag laga de main toh na maangu kisi dar pe tu bula le bula le bula le bula le mere mehboob se tu mila de tu bula le bula le bula le re rabba mere mehboob se tu mila de jeena bas mein nahi marna bas mein nahi zindagi hai yeh kaisi paheli main hoon tanha yaha main tadapta yaha woh tadapti wahaan par akeli jag ke bandhan todd ke aaun iss duniya ko chhod ke aaun main toh na maangu kisi dar pe tu bula le bula le bula le bula le mere mehboob se tu mila de tu bula le bula le bula le re rabba mere mehboob se tu mila de pehale dil ko banaya pyar usmein basaya phir mukkadar mein likh di judaai kaise shikwa kare kya shikayat kare teri kaise kare ham buraai jeevan mein rang bharne wale seep mein moti rakhnewale main toh na maangu kisi dar pe tu bula le bula le bula le bula le mere mehboob se tu mila de tu bula le bula le bula le re rabba mere mehboob se tu mila de jaan ko meri chhin liya hai dard yeh kaisa dil ko diya hai yaa toh mujhko paas bula le ya duniya ko aag laga de main toh na maangu kisi dar pe tu bula le bula le bula le bula le mere mehboob se tu mila de tu bula le bula le bula le re rabba mere mehboob se tu mila de
Back to Film List

About SAAWAN - THE LOVE SEASON Songs and Lyrics

Explore the SAAWAN - THE LOVE SEASON soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for SAAWAN - THE LOVE SEASON.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics