FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from SOWMYA

Read available SOWMYA lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Nazar Na Lage

Singer: SOWMYA

Lyrics of Nazar Na Lage

nazar na lage nazar na lage - nazar na lage kabhi na lage aji ishq ko nazar na lage zamane ki tikhi nazar na lage hai zehreeli aankhen nazar na lage hai rishta yeh naazuk nazar na lage nazar na lage nazar na lage - 2 nazar na lage kabhi na lage aji ishq ko nazar na lage yeh hamari pyar ki kahani hai suhaani - 2 ho tez nazren dekhti hai dekho unki nazar na lage chaha hai tumko hi yeh dil mein hi rakhenge jo poochhe koi bhi toh bhi na ham kahenge dekho kisi ki ab nazar na lage nazar na lage nazar na lage - 2 nazar na lage kabhi na lage aji ishq ko nazar na lage jo hai khatra pyar karnewalon ko kahe kya - 2 ha yeh mohabbat hai ruhaani darr sa hai ki nazar na lage na bolenge kisiko ham tum mein hi rakhenge logon ke dil hai chhote kuchh bhi na yeh samjhenge dekho kahi kisiki ab nazar na lage nazar na lage nazar na lage - 2 nazar na lage kabhi na lage aji ishq ko nazar na lage zamane ki tikhi nazar na lage hai zehreeli aankhen nazar na lage hai rishta yeh naazuk nazar na lage nazar na lage nazar na lage nazar na lage kabhi na lage aji ishq ko nazar na lage

Pyar Hai Tumse

Singer: SOWMYA

Lyrics of Pyar Hai Tumse

aah ha pyar hai tumse tumse pyar hai ikraar hai dil se tumse pyar hai dil bekaraar hai tumhara intezaar hai dil ki pukaar hai dil ki kasam bheegi bheegi raat mein suni suni raat mein kya mere saath mein tum bhi sanam aah ha ~ dil ne dekha tumhe dil ne chaha tumhe dil ne maanga tumhen dil be paaya tumhe dil hi dil mein tumhen pyar karne lagi main tumhari adaaon pe marne lagi pyar hai tumse tumse pyar hai ikraar hai dil se tumse pyar hai dil bekaraar hai tumhara intezaar hai dil ki pukaar hai dil ki kasam bheegi bheegi raat mein suni suni raat mein kya mere saath mein tum bhi sanam aah ha ~
Back to Film List

About SOWMYA Songs and Lyrics

Explore the SOWMYA soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for SOWMYA.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics