FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from TAJ MAHAL (NEW)

Read available TAJ MAHAL (NEW) lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

apni zulfein mere shano

Singer: HARIHARAN

Lyrics of apni zulfein mere shano

apni zulfein mere shano pe bikhar jane do aaj roko na mujhe hadh se gujar jaane do apni zulfein mere shano pe bikhar jane do tum jo aaye toh baharon pe shabab aaya hai in nazaron pe bhi halka sa nasha chaya hain apni aankhon ko nasha aur bhi badh jane do apni zulfein mere shano pe bikhar jane do aaj roko na mujhe hadh se gujar jaane do apni zulfein mere shano pe bikhar jane do surkh hoton pe gulabo ka guma hota hain aaisa manjar ho jaha hosh kaha rehta hain yeh hasin hoth mere hothon se mil jaana do apni zulfein mere shano pe bikhar jane do aaj roko na mujhe hadh se gujar jaane do apni zulfein mere shano pe bikhar jane do

Dilruba dilruba

Singer: HARIHARAN, PREETI UTTAM

Lyrics of Dilruba dilruba

aa bhi ja dilruba- seene main bhi toofan hain dariya main bhi toofan hain is paar mera dil hain us paar meri jaan hai aai ishq mujhe le chal - 3 majdhar ki raahon se kashti ko nikalna hain kitni bhi padi mushkil milna hain to milna hain najuk hain bahut yeh pal - 2 aaih ishq mujhe le chal aa bhi ja dilruba maana ki dilon par hain pabandi jamane ki deti hain khabar phir bhi dhadkan tere aane ki dil main hai ajab hulchul - 2 dil ishq main hain pagal aa bhi ja dilruba gunji hain fazaoon main aawa mohabbat ki -2 dhal jaye kisi surat yeh raat qayamat ki -2 har saans lage bojhal - 2 dil ishq main hain pagal seene main bhi toofan hain dariya main bhi toofan hain is paar mera dil hain us paar meri jaan hai aai ishq mujhe le chal - 4

ishq ki dastaan (qawali)

Singer: KAVITA KRISHNAMURTHY , PREETI UTTAM

Lyrics of ishq ki dastaan (qawali)

dil ke armano ki shamma jalae baithe hai unki tasveer ko dil main chupaye baithe hain ishq ki dastaan sari mehfil sune ishq dil main chupana jaroori nahin ishq ejsaas hain dil ki awaaz hain sun le sara zamana jaroori nahin ishq dil main rahega toh ghut jayega yu hi tadpega machlega mit jayega ishq ko yu mitana jaroori nahin ishq mitna nahin hain mehakta hai yeh ishq shola hain dil main dehakta hain sabka daman jalana jaroori nahin ishq elaan hain ishq toofan hain tauba tauba na samjhe woh nadaan hain aag dil main dabana jaroori nahin ishq dil ke dhadakne ki pehchaan hain ishq bebaat ho chahe badnaam hain haale dil yu sunana jaroori nahin ishq koi raaz nahin ishq aawaz nahin ishq khamosh nahin ishq behosh nahin ishq gumnam na ho ishq badnaam na ho ishq duniya ko dikha le unki aankhon main chupa le khul ke jeene main maja hain ada hain nasha hain

Meena bazaar

Singer: UNKNOWN

Lyrics of Meena bazaar

har ek dil yahan ek dil talaash karta hai wafa ki pyar ki manjil talaash karta hain yahan parwane shama se kareeb hote hain hasin najron pe shehzade shahid hote hain yaha dil lene dene ki ada bhi qatil hain yahake waade bahut dilnashin hote hain jo bekaraar kare woh karaar kehte hain is bazaarko meena bazaar kehte hain

mumtaz tujhe dekha

Singer: HARIHARAN, PREETI UTTAM

Lyrics of mumtaz tujhe dekha

dilruba - taj nagma hain mohabbat ke dhadakte saaz ka yeh hai woh aaina jisme aks hain mumtaz ka dilruba (mumtaz tujhe dekha jab taj mahal dekha phir aa ki annkhon se gujra hua kal dekha) -2 dilruba - 2 miltey hi nigaahon main sau rang lage khilne tu meri mohabbat hain mujhse yeh kaha dil ne aai jaan tujhe maine jab pehle pehle dekha mumtaz tujhe dekha jab taj mahal dekha phir aaj ki annkhon se gujra hua kal dekha jab leke tu angdai kutch aur karib aayi daman main mohabbat ke simti meri tanhai ek noor ki baarish main bheega hua pal dekha mumtaz tujhe dekha jab taj mahal dekha phir aaj ki annkhon se gujra hua kal dekha yeh hasti hui aankhein lehrate hue kesu nagma teri khamoshi aawaz teri jadoo maine teri baaton main andazzae ghazal dekha mumtaz tujhe dekha jab taj mahal dekha phir aaj ki annkhon se gujra hua kal dekha dilruba - 2 maine teri aankho ka ek khwaab sajaya hain tasverein wafa bankar jo samne aaya hain tune hi nahi isko mumtaz mehal dekha mumtaz tujhe dekha jab taj mahal dekha phir aaj ki annkhon se gujra hua kal dekha
Back to Film List

About TAJ MAHAL (NEW) Songs and Lyrics

Explore the TAJ MAHAL (NEW) soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for TAJ MAHAL (NEW).

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics