FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from TEHZEEB

Read available TEHZEEB lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

I wanna be free

Singer: ANUPAMA & MATHANGI

Lyrics of I wanna be free

Anu & Chorus (I wanna be free, I wanna be free Break the chain, I love to be Free like a bird, free like a plane I wanna be free from all the pain) -2 Chorus: (If you want freedom -2 Break break, break the chain) -2 Anu: Tod de zanjeer Mathangi: Tod de zanjeer Anu: Tod de zanjeer.... Anu & Chorus: (I wanna be free, I wanna be free Break the chain, I love to be Free like a bird, free like a plane I wanna be free from all the pain) -2 Mathangi: Tod de.... zanjeer Anu & Chorus: Break, break, break the chain -2 (If you want freedom -2 Break break, break the chain) -2 Mathangi: Tod de zanjeer -3 Anu & Chorus: (I wanna be free, I wanna be free Break the chain, I love to be Free like a bird, free like a plane I wanna be free from all the pain) -2 Anu: Freedom -2 Freedom -4

Khoyi khoyi aankhein hain

Singer: SHAAN

Lyrics of Khoyi khoyi aankhein hain

(Naara chik naari naari - Naara chik naari naari wo�) -2 Khoyi khoyi aankhein hain� (Khoyi khoyi aankhein hain, gori gori rangat hai Lambe lambe gesoo hain, bholi bholi soorat hai) -2 Hey.. hey... hey�hey� (Aadi aadi chitvan hai, tedi tedi abroo hain Neechi neechi nazarein hain, kuchh kuchh dil mein ulfat hai) -2 Yun reh reh kar ghabraata hai.... Yun reh reh kar ghabraata hai dil shauq se umadta jaata hai... Aur taaza taaza.... Aur taaza taaza ishq huwa aur dheemi dheemi vahshat hai (Khoyi khoyi aankhein hain, gori gori rangat hai Lambe lambe gesoo hain, bholi bholi soorat hai) -2 Hey.. hey... hey�hey� Khoobi kuchh husn ki kahiye.... Khoobi kuchh husn ki kahiye, hai aag chhupaana varna Jhoothhe jhoothhe waadon mein kuchh aisi waisi zillat hai Bhar bhar aaye na bhala dil.... Bhar bhar aaye na bhala dil, kaise haay in sheron par Sachchi sachchi baatein hain, haan poori poori raunaq hai (Naara chik naari naari -2 Naara chik naari naari wo�) -2 Khoyi khoyi aankhein hain, gori gori rangat hai Lambe lambe gesoo hain, bholi bholi soorat hai Hey.. hey... hey�hey� Naara chik naari naari -8

Meharbaan meharbaan

Singer: ASHA BHOSLE & SUKHWINDER SINGH

Lyrics of Meharbaan meharbaan

Asha Meharbaan� meharbaan� meharbaan� Asha: Eh meharbaan, meharbaan, meharbaan, meherabaan (Kyun ho naaraaz tum, kyun ho tum badgumaan.. Meharbaan, hey meharbaan, meharbaan, meharbaan) -2 Sukhwinder: Meharbaan, meharbaan -6 Asha: Ab toh ham hain mile, chhodo shikwe gile.. Jo meri bhool thi, maine woh maan li Both: Pyaar dil mein raha, par na tum se kaha Sukhwinder: Pyaar dil mein raha, par na tum se kaha Asha: Maine honton pe rakh li thi khaamoshiyaan.. Both: Meharbaan Asha: Eh Both: Meharbaan, meharbaan Asha: Eh Asha: Maine samjha tha tum, jaan loge mujhe� Maine samjha tha pehchaan loge mujhe� Mere gusse mein bhi rang tha pyaar ka� Lafz inkaar ka, lehza iqraar ka� Ye jo andaaz the -2, tumse kab raaz the Ankahi ansuni phir ye kyun daastaan� Meharbaan, meharbaan, meharbaan, meharbaan Sukhwinder: Meharbaan, meharbaan -6 Asha: Aao tumse, aao tumse kahoon dil ki har baat Tumse kar doon bayaan, apne jazbaat main Tumse kar doon bayaan, (apne jazbaat main) Tum agar paas ho to nahin koyi gham Main rahoon na rahoon, tum to ho kam se kam Waqt ki raah par mera agla qadam Mujhko paaoge tum, jaaoge tum jahaan Meharbaan, meharbaan -2, meharbaan Sukhwinder: Meharbaan, meharbaan -3 Asha: Meharbaan Sukhwinder: Meharbaan, meharbaan -3 Asha: Meharbaan baan baan meharbaan Sukhwinder: Meharbaan, meharbaan -3 Asha: Ma ma ma ma ma, meharbaan Sukhwinder: Meharbaan, meharbaan -3 Asha: Eh

Sabaq aisa

Singer: SUJATA BHATTACHARYA

Lyrics of Sabaq aisa

(Sabaq aisa, padhha diya.. tune. Dil se sab kuchh bhula diya tune) -2 Laakh dene ka ek dena hai.. Oh.... Laakh dena ka ek dena hai.. Dil ye be-maut diya tune Be-talab, jo mila, mila mujhko.. -2 Be-gharaz, jo diya, diya tune.. Sabaq aisa padhha diya tune.. Dil se sab kuchh bhula diya tune (Kahin mushtaaq se hijaab huwa Kahin parda uthha diya tune) -2 Mit gaye, dil se, naqsh-e-baatil sab Naqsh apna jama diya tune Sabaq aisa, oh.. sabaq aisa (Aa� aa...) Mujh gunehgaar ko jo bakhsh diya -2 Toh jahannum ko kya diya tune ' Daagh' ko, kaun dena waala tha Jo diya, eh khuda diya tune Sabaq aisa, sabaq aisa, sabaq aisa, sabaq aisa Sabaq aisa padhha diya tune.. Dil se sab kuchh bhula diya tune
Back to Film List

About TEHZEEB Songs and Lyrics

Explore the TEHZEEB soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for TEHZEEB.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics