FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from TEZAAB

Read available TEZAAB lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Keh do ki tum

Singer: AMIT KUMAR, ANURADHA PAUDWAL

Lyrics of Keh do ki tum

(Keh do ki tum ho meri warna, Jina nahi mujhe hai marna) - Dekho kabhi naa aisa kehna, Dekho kabhi naa aisa karna Yehi aada tho ek sitam hai Suno tumhe meri kasam hai Keh do ki tum .... Tum aaj mujhse yeh ek vada kar lo, Phir na koi tum shararat karoge, Jitni mohabbat mein karti hoon tumse, Mujhse tum utni mohabbat karoge, mohabbat karoge, Yehi aada tho ek sitam hai Suno tumhe meri kasam hai Keh do ki tum .... Kal dil dukhaya tha meine tumhara, Is baat ka aaj tak mujhko hai gham, yeh sochkar maaf kar dena mujhko, meri yeh pehli mohabbat hai janam, mohabbat hai janam, Yehi aada tho ek sitam hai Suno tumhe meri kasam hai Keh do ki tum .... Shikwe gile, shikwe gile, Shikwe gile saab hai kal ki kahani, Ab jindagi bhar khafa hum na honge, Ab mein tumhara hoon aaur bas tumhara Maar jaao bhi tho juda hum na honge Ab khafa hum na honge Bewafa hum na honge Yehi aada tho ek sitam hai Suno tumhe meri kasam hai Keh do ki tum .... Keh do ki tum ....

So gaya, Yeh jahah

Singer: NITIN MUKESH, SHABBIR KUMAR, ALKA YAGNIK

Lyrics of So gaya, Yeh jahah

(So gaya yeh jahan, so gaya aasma) - (So gayi hai saari manzile, O saari manzile, So gaya hai rasta, So gaya yeh jahan, so gaya aasma) - 2 (Raat aayi tho woh jinke ghar the, Woh ghar ko gaye so gaye, Raat aayi tho hum jaise aawara Phir nikle raahon mein aaur kho gaye) - 2 Is gali us gali, is nagar us nagar, Jaaye bhi tho kaha jaana chahe agar, O, So gayi hai saari manzile, O, Sari manzile, So gaya hai rasta, (So gaya yeh jahan, so gaya aasma) - 2 Kuch meri suno, kuch anpi kaho, ho paas tho aise, chup naa raho, hum paas bhi hai, aaur dur bhi hain aazaad bhi hai, majboor bhi hain Kyun pyaar ka mausam beet gaya Kyun humse jamana jeet gaya Har ghadi mera dil gham ke ghere mein hain Jindagi dur tak ab andhere mein hain Andhere mein hain, andhere mein hain, O So gayi hain saari manzile, O sari manzile, so gaya hai rasta, (So gaya yeh jahan, so gaya aasma) - 2

Tumko Hum Dilbar Kyon Maane

Singer: SUDEH BHOSLE, ANURADHA PAUDWAL

Lyrics of Tumko Hum Dilbar Kyon Maane

a: o tumko ham dilbar kyuN maan chorus: tumko ham dilbar kyuN maane a: o kuchh karke dikhaao to jaane chorus: kuchh karke dikhaao to jaane a: o.., maanaa ke tum ho thaanedaar Darte hain dushman aur yaar arrey Dar Dar ke main itnaa kahooN chhoDo Daraanaa baar baar (isko Daraayaa to kyaa kiyaa, usko Daraayaa to kyaa kiyaa) -2 re phoolan devi ko Daraao to jaane, o phoolan devi ko Daraao to jaane chorus: o phoolan devi ko Daraao to jaane a: o kuchh karke dikhaao to jaane chorus: o kuchh karke dikhaao to jaane s: arrey maanaa tumhaare pyaar mein naache ye tan, naache ye man jab naachne ko tum kaho, naache zamin naache gagan (isko nachaayaa to kyaa kiyaa, usko nachaayaa to kyaa kiyaa) -2 re shridevi ko nachaao to jaane, shridevi ko nachaao to jaane chorus: o shridevi ko nachaao to jaane s: tumko ham dilbar kyuN maane chorus: tumko ham dilbar kyuN maane s: kuchh karke dikhaao to jaane chorus: o kuchh karke dikhaao to jaane a: maanaa ki itni dhoom se jalsaa karaayaa aapne duniyaa mein jo mashhoor hai, sabko bulaayaa aapne (isko bulaayaa to kyaa kiyaa, usko bulaayaa to kyaa kiyaa) -2 arrey amitaabh ko bulaao to jaane, o amitaabh ko bulaao to jaane chorus: amitaabh ko bulaao to jaane a: o kuchh karke dikhaao to jaane chorus: kuchh karke dikhaao to jaane s: arrey maana ki har aashiq teraa, jeetaa hai aisi mauj se, o ho.. teraa ishaaraa paaye to, laD jaaye poori fauj se (isko laDaayaa to kyaa kiyaa, usko laDaayaa to kyaa kiyaa) -2 re daaraa singh ko laDaao to jaane, daaraa singh ko laDaao to jaane chorus: daaraa singh ko laDaao to jaane s: kuchh karke dikhaao to jaane chorus: o kuchh karke dikhaao to jaane a: tumko ham dilbar kyuN maane chorus: tumko ham dilbar kyuN maane a: o phoolan devi ko Daraao to jaane s: o shridevi ko nachaao to jaane a: o amitaabh ko bulaao to jaane s: daaraa singh ko laDaao to jaane a: kabhi milne aao to jaane s: kabhi hamen bulaao to jaane a: kabhi pyaar jataao to jaane s: kabhi gale lagaao to jaane chorus: (tumko ham dilbar kyuN maane o kuchh karke dikhaao to jaane) -2
Back to Film List

About TEZAAB Songs and Lyrics

Explore the TEZAAB soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for TEZAAB.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics