FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from TUMSE ACHHA KAUN HAI

Read available TUMSE ACHHA KAUN HAI lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Ganga Meri

Singer: MOHAMMAD RAFI

Lyrics of Ganga Meri

na main sindhi, na main marathi, na main hoon gujarat na to hai ek bhasha meri, na meri ek jaati aaa aaa ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala (2) ab tum khud hi faisla kar lo, main kiss zube wala ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala ab tum khud hi faisla kar lo, main kiss zube wala ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala jiss dharti ka main beta hoon uss ke mausam chaar (2) garmi sardi patjhad aur ableli ritu bahaar jahaan savera jahaan savera gaata aaye raat bajhaaye sitaar, raat bajhaaye sitaar ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala ab tum khud hi faisla kar lo, main kiss zube wala ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala main woh panchhi jiss ki nisdin laakhon kos udaan (2) uttar dakkhin purab paschim goonje meri taan ek shaal hai ek shaal hai mera jiss ka naam hai hindustan, naam hai hindustan ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala ab tum khud hi faisla kar lo, main kiss zube wala ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala bangla praant mein jaau to main karoon kalaa se preet aaaa bangla praant mein jaau to main karoon kalaa se preet jab aau punjab to bhangde ka ban jaau meet dakkhin jaa kar dakkhan jaa kar seekha maine karnaatak sangeet, karnaatak sangeet ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala ab tum khud hi faisla kar lo, main kiss zube wala ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala main madrasi main gujarati main ek rajasthani (2) bada puraana ek marathi naya naya haryani main kuch bhi hoon main kuch bhi hoon lekin sab se pehle hindustani, pehle hindustani ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala ab tum khud hi faisla kar lo, main kiss zube wala ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala

Janam Janam Kaa Saath Hai

Singer: MOHAMMAD RAFI

Lyrics of Janam Janam Kaa Saath Hai

janam janam ka saath hai nibhaane k sau sau baar maine janam liye) (3) (pyaar amar hai duniya mein, pyaar kabhi nahin marta hai) (2) maut badan ko aati hai, ruh ka jalva rehta hai janam janam ka saath hai nibhaane ko sau sau baar maine janam liye (oh shehzaadi sapnon ki, itni tu hairaan na ho) (2) main bhi tera sapna hoon, jaan mujhe anjaan na ho janam janam ka saath hai nibhaane ko sau sau baar maine janam liye (tu manzil main raahi hoon, ek din tujhko paaunga) (2) kaun mujhe ab rokega, har dum yoon hi aaunga (janam janam ka saath hai nibhaane ko sau sau baar maine janam liye) (2)

kabhi hum ne nahin socha tha

Singer: MOHAMMAD RAFI

Lyrics of kabhi hum ne nahin socha tha

kabhi hum ne nahin socha tha, aisa din bhi aayeg paani mein aag lagegi, patthar bhi pighal jaayega dekho tumse achha kaun hai) (2) hargiz na yakeen tha hum ko, anhonee paas hogi tum jaan ho do aalam ki aur jaan humi par dogi (3) kabhi hum ne nahin socha tha, aisa din bhi aayega paani mein aag lagegi, patthar bhi pighal jaayega dekho tumse achha kaun hai tu huzn ki behti ganga, kabhi teer bhi ban jaaye pyaase paas nadi bhi khud pyaas bujhaane aaye (3) kabhi hum ne nahin socha tha, aisa din bhi aayega paani mein aag lagegi, patthar bhi pighal jaayega dekho tumse achha kaun hai jab hum ko khabar thi aye dil, rangeen seher bhi hogi jo aag hai apne dil mein woh aag udhar bhi hogi (3) (kabhi hum ne nahin socha tha, aisa din bhi aayega paani mein aag lagegi, patthar bhi pighal jaayega dekho tumse achha kaun hai) (2) dekho ho tumse achha kaun hai (2)

Kisko Pyar Karun

Singer: MOHAMMAD RAFI

Lyrics of Kisko Pyar Karun

Kiss, Kiss Kis Kisko, Kisko, Kisko Pyar Karun Kaise Pyar Karun Tu Bhi Hai, Yeh Bhi Hai woh bhi hai, haaye. Kisko Pyar Karun... Mere Liye to Ho gayi mushkil kaise baantu, ek mera dil haaye Mere Liye to Ho gayi mushkil kaise baantu, ek mera dil haaye ee ee ee KISS Kisko Pyar karun kaise pyar karun tu bhi hai yeh bhi hai woh bhi hai, haaye haaye Dekhun jidhar main, sholay hi sholay dil hai aakhir, kaise na dole, haaye KISS kisko pyar karun, kaise pyar karun tu bhi hai yeh bhi hai... Ek Ek surat, pyar ki murat sabko lekin, meri zaroorat haaye Ek Ek surat, pyar ki murat sabko lekin, meri zaroorat haaye ah ah ah ah KISS kisko pyar karun kaise pyar karun tu bhi hai, yeh bhi hai woh bhi hai haayee Kisko pyar Karun...
Back to Film List

About TUMSE ACHHA KAUN HAI Songs and Lyrics

Explore the TUMSE ACHHA KAUN HAI soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for TUMSE ACHHA KAUN HAI.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics