FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from CHURA LIYAA HAI TUMNE

Read available CHURA LIYAA HAI TUMNE lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Boys Are Best

Singer: SHAAN AND SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Boys Are Best

--MALE- Teeri rapapa teeri rapapa teeri rapapa re - 4 (Hum se hai zamaana saara, hum zamaane se hain nahin Hum jo chaahe chura lenge tumko tum hi se ae haseen) - 2 Boys are best, jaan lo, baat yeh maan lo - 2 Teeri rapapa teeri rapapa teeri rapapa re - 2 --FEMALE-- Tum se hai zamaana saara, maanenge kabhi hum nahin Jo karoge usse behtar kar dikhaayenge hum vahin Girls are best, jaan lo, baat yeh maan lo - 2 Teeri rapapa teeri rapapa teeri rapapa re - 2 --MALE-- Sheron jaisa dil hai, cheete ki chaal hai Ladkiyaan to hai billi, billo ka janjaal hai --FEMALE-- Hum mein hain adaayein, tum jaise hum nahin Dekhne mein ho jaade, andar se hai dam nahin Tum se hai zamaana saara, maanenge kabhi hum nahin Jo karoge usse behtar kar dikhaayenge hum vahin Girls are best, jaan lo, baat yeh maan lo - 2 Hum na ho jahan mein, kuch na kar paaoge Kis pe mar mitoge, kisse tum itraaoge --MALE-- Make-up gar na ho to khud se darr jaaoge Dieting karte karte poore hi dhal jaaoge Hum se hai zamaana saara, hum zamaane se hain nahin Hum jo chaahe chura lenge tumko tum hi se ae haseen Boys are best, jaan lo, baat yeh maan lo - 2 --FEMALE-- Girls are best, jaan lo, baat yeh maan lo - 2 --MALE-- Boys are best, jaan lo, baat yeh maan lo - 2

Dil Hai Mera

Singer: MAHALAXMI AND UDIT NARAYAN

Lyrics of Dil Hai Mera

--FEMALE- Dil hai mera kashmakash mein yaar - 2 Poochhti hai dhadkan meri kyoon kare aitbaar O, poochhti hai dhadkan meri kyoon kare aitbaar Jhoothi baatein, jhoothe vaadein, jhootha hai tera pyaar Poochhti hai dhadkan meri kyoon kare aitbaar --MALE-- Haan, dil hai tera kashmakash mein yaar Ho, dil hai tera kashmakash mein yaar Chhooke apne dil se poochho kyoon kare aitbaar O, chhooke apne dil se poochho kyoon kare aitbaar Bheegi palkein ponchh lo tum, dekho phir ek baar Chhooke apne dil se poochho kyoon kare aitbaar --FEMALE-- Thi tamanna, is jahan mein koi to ek ho Jo ho mera, sirf mera, dil se jo nek ho Tune lekin dil ko toda ae sanam baar baar Poochhti hai dhadkan meri kyoon kare aitbaar --MALE-- Tere bin hoon main adhoora, yeh nahin dillagi Saans teri, khwaab tere, hai teri zindagi Bin tere hai maut behtar, kya kahoon aur yaar Chhooke apne dil se poochho kyoon kare aitbaar --FEMALE-- Dil hai mera kashmakash mein yaar --MALE-- O, dil hai tera kashmakash mein yaar --FEMALE-- O, poochhti hai dhadkan meri kyoon kare aitbaar --MALE-- Chhooke apne dil se poochho kyoon kare aitbaar --FEMALE-- Baawre, kyoon yeh dil lagaaya re Baawre, kyoon yeh dil churaaya re Kyoon yeh dil lagaaya re, kyoon lagaaya re Kyoon yeh dil churaaya re, kyoon churaaya re

Dil hai mera kashmakash

Singer: MAHALAXMI AND UDIT NARAYAN

Lyrics of Dil hai mera kashmakash

Mohabbat Hai Mirchi

Singer: SHAAN AND GAYATRI IYER

Lyrics of Mohabbat Hai Mirchi

--MALE- (Jaan hatheli pe rakh lo Aankhon se moti chakh lo) - 2 Teekhi teekhi tez tez yeh sooli par hai sej sej Imaan banaakar tum rakh lo (Mohabbat hai mirchi, mohabbat hai mirchi Mohabbat hai mirchi sanam Uljhi uljhi, tirchhi tirchhi Mohabbat ki galiyaan sanam) - 2 --FEMALE-- Jaan hatheli pe rakh lo Aankhon se moti chakh lo Teekhi teekhi tez tez yeh sooli par hai sej sej Imaan banaakar tum rakh lo Mohabbat hai mirchi, mohabbat hai mirchi Mohabbat hai mirchi sanam Uljhi uljhi, tirchhi tirchhi Mohabbat ki galiyaan sanam --MALE-- Har waqt lagaaye aag aag Kismat jaayegi jaag jaag Tum pal pal jee lo aur mar lo Nas nas mein jawaani ko bhar lo (Duniya se le lo panga Pyaar ki behre do ganga) - 2 Bijli bijli barf barf yeh meetha meetha dard dard Yeh jaan mein jannat to bhar lo Mohabbat hai mirchi, mohabbat hai mirchi Mohabbat hai mirchi sanam Uljhi uljhi, tirchhi tirchhi Mohabbat ki galiyaan sanam Ishq aag ka dariya re, dariya re, dariya re Doobke paar hai jaana --FEMALE-- Doobke paar hai jaana --MALE-- Ishq aag ka dariya re, dariya re, dariya re Doobke paar hai jaana --FEMALE-- Doobke paar hai jaana --MALE-- Dekhe zamaana --FEMALE-- Dekhe zamaana --MALE-- Singaar sajaaye pyaar pyaar Angaar jalaaye pyaar pyaar Sansaar jalaaye pyaar pyaar Darbaar dubaaye pyaar pyaar (Chaahe le aashiq ki bali Pyaar to hai maasoom gali) - 2 Khushboo jaisi narm narm yeh chiknu jaisi garm garm Yeh pyaar se pyaar zara kar lo Mohabbat hai mirchi, mohabbat hai mirchi Mohabbat hai mirchi sanam Uljhi uljhi, tirchhi tirchhi Mohabbat ki galiyaan sanam (Jaan hatheli pe rakh lo Aankhon se moti chakh lo) - 2 Teekhi teekhi tez tez yeh sooli par hai sej sej Imaan banaakar tum rakh lo (Mohabbat hai mirchi, mohabbat hai mirchi Mohabbat hai mirchi sanam Uljhi uljhi, tirchhi tirchhi Mohabbat ki galiyaan sanam) - 2
Back to Film List

About CHURA LIYAA HAI TUMNE Songs and Lyrics

Explore the CHURA LIYAA HAI TUMNE soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for CHURA LIYAA HAI TUMNE.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics