FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from NAYEE PADOSAN

Read available NAYEE PADOSAN lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Ek Bechaini

Singer: SHANKAR MAHADEVAN, VIJAY PRAKASH, AND NEHA RAJPAL

Lyrics of Ek Bechaini

Shankar Ek bechaini ek betaabi chhaayi hai Ho, ek bechaini ek betaabi chhaayi hai Nayi padosan jab se rehne aayi hai Ho, ek bechaini ek betaabi chhaayi hai Nayi padosan jab se rehne aayi hai Mukhda hai gora gora, naina hai kaale kaale Jisko bhi hankse dekhe, usko paagal kar daale Woh mere dil mein samaayi hai Nayi padosan jab se rehne aayi hai Vijay: Haan, hai ang ang mein jaltarang Swar mein bajti shehnaai Har saaz mein saje geet raag Jab leti hai angdaayi Hai ang ang mein jaltarang Swar mein bajti shehnaai Har saaz mein saje geet raag Jab leti hai angdaayi Sundari, sundari Shankar: Woh sapnon mein aake jagaaye Pyaar mein paagal mujhko banaaye Palkein jhuka ke door se dekhe Lekin mere paas na aaye Uski chaalon mein masti, uski baaton mein jaadu Jab se usko dekha hai, main tab se hoon beqaabu Oh meri hai sab se paraayi hai Nayi padosan jab se rehne aayi hai Vijay: Aa� boli mein uski veena ki taan Adhron pe uske sargam hai Choodi mein uski khan khan ki pyaas Paayal mein uske chhan chhan hai Boli mein uski veena ki taan Adhron pe uske sargam hai Choodi mein uski khan khan ki pyaas Paayal mein uske chhan chhan hai Sundari� Shankar: Woh meri yaadon ki dulhaniya Aayi zameen pe banke chandaniya Neha: Ho, deewaanon sa haal ho uska Jab jab chhanke meri painjaniya Shankar: Main uska pehla aashiq, woh meri prem kahaani Uspe ye jaan luta doon, woh hai meri zindagaani Oh mushkil badi ab judaai hai Nayi padosan jab se rehne aayi hai Nayi padosan nayi padosan, nayi padosan nayi padosan Vijay: Ni ni pa ma re sa, hai ang ang mein jaltarang Swar mein bajti shehnaai Har saaz mein saje geet raag Jab leti hai angdaayi Hai ang ang mein jaltarang Swar mein bajti shehnaai Har saaz mein saje geet raag Jab leti hai angdaayi Bekaar ki yeh zid teri hai Shankar: Arre nayi padosan meri hai Vijay: Yeh waqt ki hera pheri hai Shankar: Woh nayi padosan meri hai Vijay: Na is mein zara ab deri hai Shankar: Arre nayi padosan meri hai Vijay: Woh meri hai Shankar: Woh meri hai Vijay: Meri hai Shankar: Meri hai Vijay: Woh meri hai Shankar:
Back to Film List

About NAYEE PADOSAN Songs and Lyrics

Explore the NAYEE PADOSAN soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for NAYEE PADOSAN.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics