FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from YAARANA

Read available YAARANA lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Bhole O Bhole Tu Rutha

Singer: KISHORE KUMAR

Lyrics of Bhole O Bhole Tu Rutha

bhole o bhole tu ruutha dil tuuta (mere yaar ko mana de vo pyaar phir jaga de) 2 kya hoga phir tera gauri jo ruutha jaaye shankar tere maathe ka chanda jo tuuta jaaye dam dam dam damaru na baaje bam bam bam phir tu na naache yaar agar na maane mere yaar ko ... wo bichada to kasam se phir main na ji sakuunga mere bhole tere jaise main zahar na pi sakuunga zism huun main wo jaan hai meri usako nahi pahachaan hai meri pyaar mera tu jaane mere yaar ko ...

Hey sara zamana

Singer: KISHORE KUMAR

Lyrics of Hey sara zamana

Hey sara zamana (sara zamana Hasinon ka deewana (hasinon ka deewana) Zamana kahe phir kyon (zamana kahe phir kyon) Bura hai dil lagana (bura hai dil lagana) Hey sara zamana (sara zamana) Hasinon ka deewana (hasinon ka deewana) Zamana kahe phir kyon (zamana kahe phir kyon) Bura hai dil lagana (bura hai dil lagana) Hey sara zamana (hey) Yeh kaun keh raha hai Tu aaj pyaar kar le Jo kabhi bhi kathma na ho Woh ietbaar kar le (Yeh kaun keh raha hai Tu aaj pyaar kar le Jo kabhi bhi kathma na ho Woh ietbaar kar le) Maan le, maan le meri baat (meri baat) Sara zamana (sara zamana) Hasinon ka deewana (hasinon ka deewana) Zamana kahe phir kyon (zamana kahe phir kyon) Bura hai dil lagana (bura hai dil lagana) Hey sara zamana Jab husn hi nahi to Duniya mein kya kashish hai Dil, dil wahi hai jisme Kahin pyaar ki khalish hai (Jab husn hi nahi to Duniya mein kya kashish hai Dil, dil wahi hai jisme Kahin pyaar ki khalish hai) Maan le, maan le meri baat (meri baat) Hey sara zamana (sara zamana) Hasinon ka deewana (hasinon ka deewana) Zamana kahe phir kyon (zamana kahe phir kyon) Bura hai dil lagana (bura hai dil lagana) Hey sara zamana (sara zamana) Hasinon ka deewana Zamana kahe phir kyon (zamana kahe phir kyon) Bura hai dil lagana Lal la lala la (lal la lala la) Lala lala la la (lala lala la la) (Lala lala la la) (Lala lala la la) Sara zamana

Tere jaisa yaar kahan

Singer: KISHORE KUMAR

Lyrics of Tere jaisa yaar kahan

Tere jaisa yaar kaha Kahan aisa yaarana Yaad karegi duniya Tera mera afsana Tere jaisa yaar kahan Kahan aisa yaarana Yaad karegi duniya Tera mera afsana Meri zindagi sawaari Mujhko gale lagake Baitha diya falak pe Mujhe khaat se oothake Meri zindagi sawaari Mujhko gale lagake Baitha diya falak pe Mujhe khaat se oothake Yaara teri yaari ko Maine to khuda mana Yaad karegi duniya Tera mera afsana Mere dil ki yeh dua hai Kabhi door tu na jaaye Tere bina ho jeena Woh din kabhi na aaye Mere dil ki yeh dua hai Kabhi door tu na jaaye Tere bina ho jeena Woh din kabhi na aaye Tere sung jeena yahan Tere sung mar jaana Yaad karegi duniya Tera mera afsana Tere jaisa yaar kahan Kahan aisa yaarana Yaad karegi duniya Tera mera afsana
Back to Film List

About YAARANA Songs and Lyrics

Explore the YAARANA soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for YAARANA.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics